Shaadi

Larki phone par kisi ku apni nikaah parhane ka wakeel banana

Q: Agar larki phone par kisi apni reshtadar ko nikah ka wakeel bana de owr larki ka wakeel larky ko dosre tarf ss 2 gawao ki mojodge main ejaboqbol kar wa de. To asi nikah ho jai ga? Wakeel kyly karebe reshtadr ka hona zarore he ya nahi? Owr phone par agr nikah karna ho larka owr larki ek he country ya city main ho to phir bi nikah ho jata he asi?

Nikaah ke sharaait

Q: Mae yeh janna chahta hun ke nikah ke farayiz aur ahem sharten kya hain? Aur agar ladka ladki jinka rishta unke gharwalo ki razamandi se ho gya he lekin abhi nikah nahi hua aur woh aapas me whatsapp pe baat kerte huye huye ek dusre se ye puchen ki kya mae apko qubool hun aur razamand hon halaki is baat ka unke gharwalon ko ilm nhi na koi gawah hai to kya woh dono nikah me shamil ho gaye ya nahi?

Ghar walon se chup kar nikaah karna

Q: Mai aik larki se pyar krta hn wo b mujh sy bht pyar krti hai. Hum aik do dfa nazeeba hrkaat ki jo keh zina ni ti lakin zina k kareeb thy. hum ab drty hain r chahty hain kh r gunah gar na hon iss lye Nikah krna chahty hain ghar walon sy chup kr . Kia humagr bad mai nikah krty hain to aisa ho skta matlab kh nikah py nikah. agr ni hoskta to plz hmain koi r achi sy option btae jae jiss py amal kr skain.Hum milty roz hain lakin glt hrktain roz ni krty. Plz help me.

Maa baap nabaaligh larki ka nikaah parhaana

Q: Hamary gaon may ek larki ka nikah huwa tha. Uski age one month thi ab wo larki near 23 year hogai hy or ab wo larki us nikah ko nahi manti jo usk walden nay parhaya tha bachpan may. Ab jis larky ke sath nikaah huwa tha wo usko nahi chorta or larki us nikah ko qabool nahi karti. Ab larki court may jay ya wo nikkah shariat may jaiz nahi he or court wali talaaq shariat may jaiz he ya nahi?