Taraweeh namaaz
Q: Taraweeh ki namaz nafl hai ya sunnat e muakkadah hai?
Q: Taraweeh ki namaz nafl hai ya sunnat e muakkadah hai?
Q: Fajar ki sunnat ada karney ke baad aur jamaat shuru hone se pehle taqreeban 15 ya 20 minute hote he. Kya me us waqt apni qaza namze parh sakta hoon?
Q: Agar namaz fajar ki jamat shoroo ho. Namazi aaye. To isse pehle sunnat parhni chiye ya farz jamat ke sath parhne ke bad sunnat parhni chahiye?
س: مفتی صاحب سے میرا سوال یہ ہے کہ اگر نماز میں عورت کے اعضائے مخصوصہ(فرج) پر نظر پڑ جائے تو کیا اس سے نماز ٹوٹ جائے گی؟
Q: Janab hamare kaarkhaane me jab azaan hoti he to kaarkhaane ke saare bande kaarkhana me hi jamaat karwa lete he musjid nahi jate. To kya ye saheeh he?
Q: Agar Zuhr Namaz Mein teen rakaat Jamaat ke saat choot jaye to kistarah parhni chahiye?
Q: Meri umar artees (38) saal ki he. Meine bahut si namazein qaza ki he aur unko ada karna chata hu, lekin pareshaanni ye he ke me kamar ke dard herniated disc ka mareez hu. Saamne ziyada jhuk nahi sakta aur baar baar utne aur baithne se kamar aur pair me dard shuru hota he. To kya me qaza namaz beth kar aur paanch waqt ki namaaz khare ho kar parsakta hun?
Q: Mera sawaal ye he ke sunnat-e-muakaddah or ghair muakaddah ki niyyat kya ho gi? Or ye lafz muakkadah he ya mukaddah he ye bhi bata de? Aur ayk aur sawaal he ke nafil jo zohar main parhte hain us ki niyat kya ho gi kya wo bhi wastay allah eparhe jate he ya waste sawaab ke?
Q: Kiya ghusl farz hone ke baad achi tarah wazu kar ke quran aur namaz parh sakte hain kya jab ke kapre paak ho?
Q: Agar molwi namaaz parhte waqt Quran haat me rak kar parha raha he to kya is ke peeche namaaz parna chahye ya nahi. Namaaz hota he ya nahi?