Quraan par haat rakh kar qasam khaana
Q: Quran pak hath rakhkar yeh kam main nahin karunga aisa kahana fir vahi kam karna uska kafara kya hai?
Q: Quran pak hath rakhkar yeh kam main nahin karunga aisa kahana fir vahi kam karna uska kafara kya hai?
س: کیا دل میں زبان کی حرکت سے قسم منعقد ہوتی ہیں
Q: Maine kisi kaam ke pura hone par 11 roze rakhne ki niyat ki thi maine 6 roze rakhe hai baki 5 nhi rakhe. Kya zaroori h ki pure 11 roze rakhe? Main bimar hu. Kya baki 5 roze ka koi aur kaffara hai?
Q: Mannat ka kya matlab he shariat me?
Q: Mannat mangi ha 30 rozy rakhunga lekin mannat poore hony sy pehly sy aaj aatwa roza ha sehri wagyra bhi ok ha lekin begyr namaz soo kar roza qabool hojata ha?
Q: Agar koi qasam kha lay or qasam tornay sy pehly he wo us qasam ke niyyat kar k kaffara ada kardy jo usny qasam khai thi or agar bad mai wo toot bhi jay qasam tu dobara kaffara tu nahi dena hoga na?
Q: Qasam ka sara daromadaar niyyat pe hota hai lekin qasam kha kar usne bola khuch or hai or niyyat khuch or thi ab isme niyyat ka ehtbar hoga ya jo qasam unhe khai thi uska hoga?
Misaal ke tor pe aik insan apne khandan mai se shadi na karne ke qasam khata he lekin uske niyyat sirf aik larki se shadi na karne ke thi tu ab aesi surat mai qasam kab tote gi?
Q: 3 qasamon ka kaffara aik he martaba dy sakty hyn na bandon ko.
Or kaffara minimum kitny bandon ko dyna chaey agr 10 na hon tu.
Q: Aaj se 2 saal pehlay kisee nay mujse zabrdasti Quran par hath rakhwa ke qasam le thi ke agar ma jhot bolun tu ma tarap tarap ke reh jaon mujy aulaad naseeb na hu tu us time apni izzat ki khatir kuch jhot bat bhi bolni pari lekin ab bohot pachtawa hota. Is ka kia kafara ho ga?
Q: Agar hajaat poore hone ke liye roze ki mannat mangi ho, matlab meri hajaat poori ho to me roza rakhun ga to hum kis kis din roza rakh sakte hai?
Aur agar kuch wajah se late ho jaye to koi masla to nahi hai?