Larki ka mash-hoor naam lena nikaah ke waqt
Q: Agar me ek faimly me shadi karu jaha do behne he aur un dono ke naam document me ek doosre ke swop he. For example: ager Name A and B he lekin document me A to B he aur B se A likha he. Nikaah kis naam sa parhaya jana chahiye? Wo naam jo original he yani jis naam se bachpan se sub pukarte he ya jo document me likha huwa he?