Khwaabo ki Ta'beer

Zee rooh cheezo ki tasweer

Q: Me ne dream dheka ke jammat kari ho rahi ti aur me ne namaaz pari aur phir jab nikala tu muje ek insaan mila kheta ma Hazrat Muhammad  (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki picture khanchi camera sa. Me na kha yar muje dehko ma na bi dehkana. Phir ma na kha kae muje ek Hazrat Muhammad  (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki picture nikal kar doa us na kha acha phr ma na dehka ek apple jo kisi na khaya howa ta metlab ka bas jesay ma apple ko eat kartay hai aur bas khali raha jatay hai edar sa esa tara aur muje esa feel how ka koi Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) sa taluq raki cheez.

Marhoom waalid ke lia sawaab bhejna

Q: Mary abu faut ho chuky he. Me ne khwaab me daikha ke me meri ami ar mary sy choti bhn ar abu aik kmry mn hn. Meri ami khti hn hm chuti guzarny ja rahy hn ar wh khob tyar ho jati hn khawab mn wh jawan nazr aa rahi hn. Mn nhi jana chahti pr wh zabardasti kr rahi hn. Sirf main meri ami ar bhn. Mujhy abu ko daikh kr dil kr raha ha kh mn ruk kr apny abu ki daikh bal kron. Abu khamosh baithy hn unhain chor kr jany ko dil nhi pr ami zabardasti ly jati hn mujhy ya zabardasti krti hn.

Khwaab ki ta'beer

Q: Me ne khwaab main daikha aik kmra ha us ki chut nhi ha aisa lg raha ha laikin chardiwari ha. Wahan andhara nhi ha . Wahan shahtoot ki tarah ka fruit ltka hoa ha dil kr raha ha khany ko ya utarny ko. Pr jaisay fruit ky upr peely rung ki katny wali makhi ha jaisay pakistan mn hoti ha hum usy tarbhori khty hn. Mujhy dar lg raha ha kh kat na lain pr wh nhi kat rahin mujhy. Mary sath ar kon ha pta nhi. Us chardiwari mn do ya teen seriyan hn jo aik ar chardiwari mn ja rahi hn wahn gai wahan bhi shayad fruit ltky hoy hn pr kon sy pta nhi. Phir us mn bhi isi tarah seriyan phir aik ar chardiwai ha wahan bhi aisa hi ha shayad. Ar mn zahan mn darajat ki bat aa rahi ha. Us chardiwari ky samny do masjaidain hn. Mary dain hath pr bari masjid ha. Ar bain tarf aik choti si masjid ha. Bari zara khobsurat ha ar choti walizara si purani. Dono ka sirf front nazar aa raha ha. Jo mary sath ha usy mn shouk sy ya khushi sy bta rahi hn kh jb mn bari classes mn thi tu bari wali masjid mn parti thi ar choti classes mn thi tu choti wali masjid ki taraf ishara kr rahi hn kh is mn parhti thi phir jb wapis hr chardiwari mn wapis aa rahi tu phli mn ab wh katny wali makhyan nhi thin.

Har kaam ku sunnat ke mutaabiq karne ki kowshish karna

Q: Mujhe khwaab ki tabeer jani he. Me ne dekha ke mera pas ek bacha hota he or me khana kaba ke bahar khari h0ti h0n ek nazar parti hy or me andar jany lagti h0n. Bohot log h0ty he. Phir me sochti h0n ke mery pas visa or pasport nahi he. Me pakri jaoonge. Phir khiyaal ata hy ke itny log he. Kuch nai ho ga. Chali jaati h0n. Lekin phir wapas chali jati h0n or kehti h0n ke visa or pasport ke sth aa0n ge.

Gheebat se ihtiraaz karna

Q: Mai bohoth pareshan hun. Do din se galat galat khwab arahe hn or be same tym par Kal maine dekha ki maii kisi mall k niche khade hokar ek ladke se baat karrahii hu tabi waha ek ladka ya ladki ati h yaad nahi toh mai uss ladke se kahti hu chalo kahi chup jate hn o hame na dekhe aur ham chup jate hn ek STD k andar toh mall k upar ek 13 saal ki ladki khadi thi jise maine pehle kabhi nahii dekha toh mere shohar ki frnd ki biwi thi bolkar malum hua . wo jakar apne shohar ko boli dekho tumhare dost ki biwi ko kisi aur k sath galat talluk hai . magar hm ek bhai behen ki tarah baat karrahe the fr andar gye hm toh mere shohar bhth dukhi the meri baton ka utna care ne kiye maii zor zor se sar ka baal pakad k rorahii hi thii o bus sar niche karke afsos karrahe the fr kahrahe the ki mai kya kahu mai kiski baat manu. aise hi mai zor zor se rorahi thi nind khul gyi.

Tamaam kaamo ku sunnat ke mutaabiq karne ki kowshish karna

Q: Mai ek din khwaab me dekha k mai roze mubarak ke bilkul samne quran padhraha tha. Kuch hi din baad mai dekha k Roze mubarak se thodi door ek shaks ne namaz padhi mai inku dekh kar mai b namaz padhya. Aur namaz bilkul seedhi jaha Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko salam pahunchathe hai waha padhi. Namaz qibla k taraf nahi padhi magar namaz Roze mubarak ko rukh kar k padhi gayi. Maine ayk Moulana ke bayan me suna ke khaab me qibla ilawa rukh kar ke namaz padhne ka tabeer ye hai k Deen k kaam tho kar rahe hai magar ghalat tareeqe se.

Aakhirat ku yaad karna

Q: Maine khwaab main dekha he ke main kisi ki shadi main gaya hu aur dulhe ke sath hu aur samne se janaza ja raha h kisi ka, tab se main bahot pareshan hu ki iska kya matlab ho sakta h, aap meharbani karke iski tabeer bata dijiye, main roz sureh yaaseen sharif padhta hu kisi bhi waqt kisi khas maqsad ko pura karne ke liye, kahi ye nuksaan deh to nahi?