Bhabi ki beti se nikaah karna
Q: Kya bhabi ki beti se nikaah kar sakte hain?
Q: Kya bhabi ki beti se nikaah kar sakte hain?
Q: Maine bachpan me ek bar apni chachi ka dhudh pi liya tha, kya mai uski beti se nikah kar sakta hun?
Q: Agr koi shakhs jiski shadi ni hui h wo ye kahe k agr mene ye question kisi Mufti sb se pucha to hurmat e musaharah sabit ho jayegi to kya agr wo shakhs ab us question ko puchta h to hurmat e musaharah sabit hojayegi?
Use ye bhi yad nahi k unse qasam khai thi k ye question ni puchunga agr pucha to hurmat e musaharah sabit hogi Ya bina qasam khaye aise hi bola k agr pucha to hurmat e musaharah sabit ho jayegi.
Dono hi soorto me bta dijiye agr qasam kha kr kahi ye bat ya bina kasam khaiye kahi ho to us ki shadi ke bad kisi tarah ki hurmat e musaharah sabit to ni hogi uske aur uski biwi ke bech
Q: Agar husband wife main divorce ho jaye magar husband wife main koi physical relation na bana ho aur divorce ho jaye aur husband wife ko meher ki raqam na adaa ker paye kisi wajha se to iss soorat main kya kerna hoga? Kya divorce ho jayegi ?
Q: Meri shadi ko alhamdulillah 12 hogaya hai, or mai ne shadi ke waqt 12 gold ki shakal me mahar dene ka wada kiya tha, per maine abhi tak mahar ada nahi kiya hai. To abe mujhai kitna mahar dena hoga jitna bola tha utna ya usse ziyada?
س: اگر ایک عورت جس کے دو بچے ہیں جن کے بڑے بچے کی عمر 2 سال اور چھوٹے کی 8 ماہ ہے اور وہ ماں کا دودھ پیتا ہے ۔ماں پریگننٹ ھو جاتی ہے تو کیا ماں پریگننسی ختم کروا سکتی ہے وہ گناہگار تو نہیں ہو گی
Q: Deen ki mehnat ke alawa nikah karna zaruri hai kya? Present daur me sirf paisa dekh rahe hai ke ladka kitna kamata hai? Ye kaisi baat hai? Maine logo se kaha ke mai ibadat guzaar hu mai logo ko deen ki taraf ruju karna chahta hu phir wo log samjh hi nahi rahe hai! Kya ye izzat mili hai mujhe? Ye mujhe nafs e amara yani (ghusse ladai jhagde ki taraf leja raha hai tanke log samjhe) kya kiya jaaye?
Q: Kia Muharram o Safar ma nikah ker sakty ha?
Q: Kya souteli khala se nikaah ho sakta hai Maa alag alag hai?
Q: Kya Islam me ye jaaiz ha ki husband apne dost ko ghar me laa kye ek month take rakhe de aur pregnant wife se kah de is ki khidmat karho. Mahmaan samaj kar, Khudako mahmaan nawazi pasand ha. Aur biwi ko karna kya chahiye?