Nana ki doosri shaadi ki beti se shaadi karna
Q: Mere nana ki dusri shadi se 1 beti he or ham dono shadi krna chahte hen har hal me to koi tarika he k hamari shadi hojaye esa hoskta he?
Q: Mere nana ki dusri shadi se 1 beti he or ham dono shadi krna chahte hen har hal me to koi tarika he k hamari shadi hojaye esa hoskta he?
Q: Hum joint fmly hn ur mery husband ke pay 50 000 hae, meri shadi ko 8 month ho gy hn lekin wo mujhe koe alag sy kharcha ni dety jis ke wajha sy aksar humari larai hoti hai, wo sudia hoty is wajha sy boht pershan rehti hn ab jab mn un sy 5000 ke demand ke a to wo khety hn ni m tumhy allag sy paisy dy dn ga monthly salary m sy tum ami sy kuch ni lena to kindly mujhe yah pochna a ky Islamic point at mera kitna hisa a unke salary main?
Q: Pehli bivi k 4 javan bachay hon koi qasoor or kmi na ho mrd ki dosri shadi mohbt k nam py kia jayaz hy?jb k dosri ko boht gharor ho khobsorti ka or dil may ye b ho k pehli ko jaty he niklwa day gi.4 bachon k bap sy shadi pr larki k ghar walon ki b badnami ho.kia esi shadi ki himayat jayaz hy? q k esy logon ko Alah Pak ka khof dilao to wo ye keh k foran mu tor dety hn k gunah na wo kr rha hy na mein mazhab ny ijazat d hy.......orat ko kia tahaffuz dia islam ny? sari zindagi aik mard k dr pr beth k wafadari krny apni jawani apny rishty qurban krny or khidmat guzari ka yahi sila hy orat k liay? k mazhab ny ijazat d hy is liy tm tmharay jazbat sb bemani hn q k ab tmhari jagah koi jawan nai naveli lay gi.kia.shariyyat may ye gunah hy ya kisi ka b ghar brbaad kr k esi shadiyon ko support krna jayaz hy mazhaban?
Q: Mai ye jaana chahta hu ke kya mai apni khaleri behen ki beti se nikah kar sakta hu. Maine apni khala ka dudh piya tha. To unki beti ki beti se nikah jaiz hai. Kyon ki hum dono ek dusre se bahut mohabbat karte hain or ek dusre se nikah b karna chahte hain, pichle 4-5 saalo se hum dono ek dusre se bahut mohabbat karte hain or nikah karna chahte hain. Par ye dudh ka masla bich me aaya hua hai. Haala ki maine khala ammi ka dudh piya tha. To unki beti se nikah nai kar sakta. Par kya mai unki beti ki beti se nikah to kar sakta hu na? I
Q: Men ak divorce larki ka sahara banna chahta hon larki b achi or shahreef ha... meri mama ki abi kuch days pehly e death hui ha wo kissi galt fehmi ki wajaa se ni chahti thi k us larki ki mjh se shadi ho wo ni chahti thi k men un se bt b karon ab wo is duniya men ni han mera sawal ye ha k agr men us larki se shahdi karta hon ya bt b karta hon to kia meri mama ki rooh ko is takleef ho gi jb k men dil se us larki ko sahara daina chahta hon nikah kr k.
Q:
1. Kia wife husband ek doosre ki sharmga dekh sakhte hein?
2. Kia wo ek dusre ki sharmga se hath lga kar skhte hein
3. Kia kisi b position se sex kar skhte hein ya ni?
Q: Mera masla yeh he ki meri bwhan ne mere ghar walo ki bina mrzi se nikaah kiya he. Or meri behan India me thi or ladka Pakistan me tha ladke ke pas qazi wakil or gawa sab ladke ke pass hi the yah ladki akeli thi ladki ka wali bhi whi ladke ke pass bna tha or video call pe nikha hua tha kya ye nikaah mukammal he kya ham ab uski dusri shadi kr sakte he?
Q: Meri phoophi ke bhete ne bachpan me meri maa ka dodh piya ta us waqt me b dodh peta ta to ab uski choti bahen k sat mera nikah jahiz hai ya nahe?
Q: Aksar hum dono mian biwi bethay hotay hain aur aik dusray ko choonay ki wajah se shehwat bhe hoti hai. isi doraan meri beti jis ki age 8 saal hai, aa ker mujhe touch krti hai lakin mai usay door ker deta hon. kia aisi sorat mai jab shehwat wife k lye ho na k kisi or k lye to kia tab bhe hurmat sabit ho jai ge chahay beti ki age 9 se bhe ziada ho tab bhe. Mukhtasar ye ke agar shahwat biwi k lye ho or beti ko touch ker le to kia tab bhe hurmat sabit ho jati hai.
Q: Khawand k mj pr kia haqooqhen?