Na baaligh larki ki nikaah
Q: Kia na baligh larki ka nikah hojata hai?
Q: Kia na baligh larki ka nikah hojata hai?
Q: Mere nikah hoa aur hamar drmyan moqa par sb kuch teh ho gya tha k koi b shart ni ha siwae 5000 haq mahr k.. nikah k kch din bad pata chala lrki walo ny chupky se 10 lakh aur 10 marly ka ghar sharto wali jaga py likh dya..hala k asi koi bat teh ni hoi th.. ab islam se dhoky aur fraud k bary ma kia kehta h???
Q: Mere mamo ki beti se me apne bhai ka nikha karna chate hy lekin jab wo chot thi to uski walda ka inteqal ho gaya tha to usko meri walda ne sene se laga tha lekin us waqat meri walda ko doodh nhe ata tha mere bhai ka mere mamo ki beti se nikha ho sakta hy ya nhe?
Q: Agar kisi larky r larki k gahr wale razi na hon r wo dono gahr walon say chup kar nikaah kr lain or nikaah k bad bhi gahr walon ko na batain k ham nay chup kar nikaah krliya h to kiya ye nikaah jaiz hogi?
Q: Kya bivi ke pichle side se sex karna guhna hy?
Q: Sex k dauran ghalti sy makad (backside) dakhool sy nikah toot jata ha ya nahi, is surat mn kia krna chahye.
Q: Mera sawal araz hain k jo maa baap apne bacho ko phalte nai hain or kio or phalte hain jesai khala ya kio aunty tu kis ka zada haq hain maa ka ya jo phal raha hain us ka hadees sai jawob inayaat farmaye?
Q: Mufti Sahab mera aik sawal hai mera kabhi kabhi dil karta hai kai mai apna uz e khas ko apni bv kai moon mai don or meri shadi ko 2 saal honay walay hain or mainy aik bar ye kar diya hai apni biwi ki raza mandi se to mujhay batain kai is kai liye koi bat ho to or jahan tak mainay suna hai kai jo kam husband or wife ki raza mandi se ho to us mai koi mumaniyat nahi hai. Please jaldi jawab dain.
Q: Can a Sunni girl get married to a bid'ati guy(dariqah).
Q: Mera sawal nikah k baray me hy k agr larka larki betay hon or 2 gawah ho, or larka gawaho k samnay larki se kahe k itnay mahar k iwaz tmse nikah krna chahta hon kya tm mjay nikah ki ijazat deti ho, or pir jb larki 3 dafa han kahe or pir jb larka 3 dafa ye kahe k me falana bin falana itnay mahar k iwaz tmhe apni nikah me qabool krta hon to kya nikah hojata hy, matlb jb larka ye kahe to nikah hojata hy ya pir iske bad larki ko b kehna hoga to tb hoga nikah ???