Showhar biwi ke lia beta istimaal karna
Q: App se aik masla poochna he. Wo ye he ka agar shwohar apni biwi ko jaldi main ye keh de ye kam nahi karna beta to iss ka kia masla ha?
Q: App se aik masla poochna he. Wo ye he ka agar shwohar apni biwi ko jaldi main ye keh de ye kam nahi karna beta to iss ka kia masla ha?
Q: Mera question ye he ke kia pehli biwi ke hote hue apni saali ki beti se doosri shaadi jaaiz he?
Q: Mera sawal air masla ye hai, ak Admi ne ak female se nikah Kiya hai, wo female ka iddat ka time Pura nai hua tha to asy me Kia unka nikah theak hua ha? Agar theak nai hua to ab Kiya karna chahye? Mehrbani farma kar jaldi rehmunai karyn.
Q: Baalig jawan ladka or ladki aik dosre ko boht chate hn or aik din plan karke mble pe pore hosho hawas me mobile message pe ladka ladki allah ko hazir jante n gawah jante hue ladka apna name+parents name name 3 times leke pochta h ladk+parents name ka name leke qabool hai 3 message karke n ladki mene qabool kia 3 bar keti hai 3 msgs me n phr ladki ladke se apna name+parents name leke ladke ke walden ka name leke 3 times pochti h apko qabool hai ladka 3 msgs me 3 times bolta hai qabool hai and then phr wo mia bivi tassawur karlete hn apne apko usday se n jb milte hn to sath khate pete n touch karte hn but sex nai karte to kia nikkah hogaya un dono ka msg pe according to shariat ? in short dono jese nikkah hota hai weddings me wese karlete hn allah ko gawah banke to kia hojaega nikkah ?
Q: Kia khilwat sahiha main dakhool nahin huwa kia phir bhi haq mahar poora dena paray ga?
Q: Mere ma bap meri shadi us larke se nahy kara re jis se mujhe pyar hai, wo bhi mujhse shadi karna chahta hai magar wo raza man nahi ho rhea me kya karu?
Q: Mera sawal yeh he ke humbustari k doran mere sohar ka nafs meri back (sureen ke raaste) par 1 sa 2 bar laga jsa hi mje mehsos howa ma ny foran pechy hata dia aur uth gai ussa mje halki sa taklef hoi jab k mere sohar k mutabik esa kuch nahi howa unko kuch b mehsoos nhy howa barye mehrbani mje bataye kia nikkah tout gya ya nahi ma bht pereshan ho jo b howa anjane ma howa.
Q: Kya doosri shaadi karne ke liye pehli biwi ki ijaazat zuroori hai shaadi karne ke liye?
Q: Agar halala nikaah ke baad shawhar ne na to biwi ka chehra dekha aur na hi biwi ne shwhar ka aur dono ne humbistari ki to kya halaala nikaah ki sharait poori ho jayengi?
Q: Mera sawal yeh hai ki sauhar biwi ekdum belibaas hokar humbistari kar sakte hai ya humbistari keliye shariyat ka kya hukm hai?