Showhar owr biwi ayk dosry ki sharmga dekha
Q: Kia husband or wife ayk dosry ki sharmgag dekh sakty hai full body or kia touch bi kar sakty hai. Full body ko or kiss kaha kaha kar sakty hai.
Q: Kia husband or wife ayk dosry ki sharmgag dekh sakty hai full body or kia touch bi kar sakty hai. Full body ko or kiss kaha kaha kar sakty hai.
Q: Humbistari karte waqt kapra apne uper rakhe woh tou sahi hai. Ayk chadar apne uper rakhni hai baki mufti sahab andar tou without dress hi hoge na aur kiya apni wife ke pistaan choos sakte hai aur kiya apni wife ki body par kissing kar sakte hai ye bi bata diyjiye.
Q: Kia musalman apni biwi se mubaasharat karta hai to tareeqa alag hai to musalmaan sahi karrahe hai. Aap se request hai ke sahi tareeqa kiya he?
Q: Kia hum apni wife ko full dekh or tuch kar sakty hai or kiss kaha kaha kar sakty hai?
Q: Wife ke saat sex kis tarah kiya jaata hai?
Q: Mai ne aik larky se Quraan majeed pe hath rakh ke kaha ke Mai Allah, Rasool aur is Quraan ku gawah bana ke kahti hn ke mai tumhy apny nikah me qaboll karti hn kiya tmhy qabol hai? Aur larky ny 3 bar haan kaha ayr isii tarha mujhsy bhi pochaa aur mai ny quraan py hath rakh k 3 bar Haan kaha. Is nikah ke bary my hum donu ke ghar walo ko maloom nahiii Aur baad my hum donu ny Quraan py hath rakh ke kasam khai ke hum es nikah ko qabol karty hai Tu kiya yai nikah sahee hai? Meray us ke sath taluk raha magr pore tarha nahi. Mai sunni hon Mera sawal hai k kiya yai nikah sahee hai?
Q: Qur'aan ke mutabiq maloom razaat jin se razaat sabit hoti hai 5 hain or ahadith main bhi maloom razaat ki tadad 5 hai. Ab ager aik bar doodh piny se razaat sabit hoti hai to phir Qur'aan or Ahadith main paanch maloom razaat ka kyon kaha gya hai? Phir to quraan main or ahadith main b yehi hona chahiye tha k aik razaat se hi razaat sabit hoti hai.plz mujhy ayaat or ahadith e nabwi k hawaly se mukamal rahnumai dijiye or ayaat or ahadith bhi btaiye.
Q: Kia haidh ke dino mai larki ka nikah jaaiz hai?
Q: Mera sawaal yehe ke me bohot confuse hun. Kahein se koi sahi jawaab ya hawala nahi milta. Islye apki website search ki tu socha apse pouch liya jay. Mufti saab me 28 saal ka shadi shuda larka hun mah aor meri wife ek dosray ko bht pyar karty hain aor sab kuch karty hain ek dosray ki marzi se kerty hain hum oral sex bhi krtay hain aor anal sex bhi jo hum dono ko bohot pasand hai, mujhe please yeh batain ke kya asa karna sahi hai? Kya hamara nikah khatam ho gya hai? Is ka kaffara kya hai? Agr dono ki marzi se sab kuch hota hai tu kya hum anal sex ker sakte hain aor ek dosray ke semens pi sakte hain? Please mufti saab islam ki roh se waziya aor mukamal jawab dejiye ga bht mehrbani ho bht umeed se apko sawal kr rrha hun.
Q: Kisi ladki ke apni bahan ke shohar se najaiz taluqat hoon, us ladki ki shadi ke time uske najaaiz hamal ho jise usne nikah ke bad girva dia ho.
1. Kya uska nikah hua. Nahen to kya dobara nikah parhna parega?
2. Kya bad men uske bachon ki shadi uske behan ke bachon ke sath ho sakti hai?