Pehli biwi of dowsri biwi ke huqooq
Q: Mera sawal yeh hay kay islam ki rooh se dosri bivi aur bachon kay kia haqooq aur faraiz hain shohar pe kia jitnay haqooq pahli bivi aur bachon ke hain utnay he hain?
Q: Mera sawal yeh hay kay islam ki rooh se dosri bivi aur bachon kay kia haqooq aur faraiz hain shohar pe kia jitnay haqooq pahli bivi aur bachon ke hain utnay he hain?
Q: Kya showhar biwi ke sharamgah mein ungli daal sakta hai?
Q: Agar koi aadmi ye kahe ke wife ki razamandi ke sath aghar us ko pechay se sex karne me koi mumaniat nehi to kia yeh durust hy?
Q: Mera sawaal ye he ke meri ammi ki mehar me Dada Saheb ne ayk makan likha tha. Ab Dada sahab or dadi rahe nahi or na hi unhone apni jaydad ka batwara unke beto me kiya. Ab halat badal gye he or papa ke do chhote bhai he Jo property ka batwara chahate he lekin masala ye he ki kya meri ammi ki mehar ka makan to bi wo log chahte he ki tino me bata jaye jabki wo meri ammi ki mehar me likha ja chuka he to us par hak ammi ka hi hoga ya nahi? Kya aurat ki mehar par uska hak uske husband ki death ke bad hi hota he. Mere ammi or papa Allah unka saya ham hmesha par babaye rakhe. Please ap mere sawal ka jawab bata de bahut meharbani hogi.
Q: Agar koi shaks jo mujko janta he, agr wo aakar muje ye bolde ke me tumeh qubool karta hun teen baar, to kya iss soorat me nikaah huwa?
Q: I am Sunni. Me ayk larki se shaadi karna chahta hun. Wo log bohot ache hain. Phir wo log shia hain. Kya shia larki se shaadi karna jaez hay? Kya shia aur sunni ke darmyaan shadi hosakti hay? Kya shia ko sunni bana kar shadi kya ja sakta hay ya is ke elawa aur koi tareeqa hay? Tafseel me bataen?
Q: Ayk awrat ka kisi mard ke sath na jaiz taaluq tha. Us awrat ne apni khushi ki khatir us mard se apni beti ki shadi kar di. Shaadi hone ke bad bhi un ka na jaiz taulqaat qaim rahy. Matlb wo apni biwi se bhi humbistri karta or apni mother in law se bi krta rha. Jab ke biwi ayk room main hoti or wo dowsre room main apni mother in law se humbistri karne ke bad apni biwi ke pas ajata or batata ke mujh maza nahi aya, ab aap mujhe karne do or wo bechari majbor ho kar us se humbistri karti. Islam main is ki saza kia hai or kia biwi ka us ke sath rehna jaiz hai? Or ab us ki mother in law fout ho gai hai. Kya wo apni biwi se maafi maang kar us ke sath reh sakta hai?
Q: Ayk christian ladka musalman banna chata hai meray liay wo sultan bhi karlay ga aur vo namaz bhi paday gay kya vo musalman bannay kay baad mai vussay shadi karsak ti hoon iskay liay parents ko kaisay mana na saktay?
Q: Ye bata dijiye ke biwi ke saat peche se sex kar sakte hai? Peche se matlab penis sharamgha mein hi dale ge liken peche se kar sakte hai?
Q: Mufti saheb ek baat aur kiya husband aur wife ek dosre ki sharamgha ko hath laga sakte hai aur moo mein lai sakte hai?