Sureen ke raaste me jima' karna
Q: Mera sawaal ye hai key aurat key pechle hisse mey mard apni saramgah dal sakta hai?
Q: Mera sawaal ye hai key aurat key pechle hisse mey mard apni saramgah dal sakta hai?
Q: Mera sawaal ye hai key mubaasharat ka asal tariqa kya hai? Full detail key saat hona hai.
Q: Me aapse ye janna chahti hu ke ek rishta he mere liye lucknow unnao se or me delhi se hu me deobandi hu. Wo Aalim hafiz qari he sajjada nashin he unka kehna he hum na barelvi he na deobandi Ahle sunnat wal jammat he. Mufti sahab mughe bataiye ese me shadi ho skti he?
Q: Kia musalman larki Jewish ya Christian larkay say nikah ka naam de kar shadi kar sakti hai? Kia shadi main shareek honay walay mahmano ka shareek honay jaez tha? Kia man Baap aur behen bhaiyon ka shareek hona aur larki ko support karna jaez hai jabkay woh larki pehlay bhi Christian ko musalman kar kay shadi kar chuki ho, Larkin doosri dafa baghair musalman kiyay huay nikah ka naam de kar shadi ki ho?
Q: National identicard kay baghar nikkah ho jata ha kya? Mera ek dost woh nikah karna chata ha lekin jo larki ha woh 19 year old ha lekin age 4 saal kam karwai ha birth certificate mai.
Q: Baghair gawah ke, meher ada karke, aur jaruri duaye padnese nikah ho jata he kya?
Q: Mere husband uk me rehtay hyn apni pehli bv or bachon k sath. Me onki dosri bv hon or pakistan me rehti hon. Mere husband monthly 4 se 5 lacs rupees kamatay hyn. Lekn mujhay monthly 5000 kharcha bhejtay hyn. Me nay kai baar onko ehsaas dilanay ki koshish ki hy k is me mera guzara nahi hy. mere maang nay par mujhay wo kabhi kuch extra paisay bhi dedetay hyn lekn baar baar maangtay hoye mujhay boht sharam aati hy q k ehsaas dilanay par bhi onko khud ehsaas nahi hota. Me kabhi jhoot bahana kar k onse paisay leleti hon k mujhay boht zarorat hy phr wo paisay dedetay hyn. Kia mere is tarah jhoot bol kr paisay lenay par mujhay gunaah milayga?
Q: Mera phlay nikha hua tha us k 6 month bad ger ki nachakion ki waja say baray kharab halat ma ruksati hui. Meray susral wlon na or husband na walima ada nahi kia or ma shadi k 6 roz bad saudia a gai. Mari shadi ko 6 sal ho gay han or 3 bachay han. Meray dil ma kasak ha walima nahi kia kahin ya guna to nhai or ab is ka kia kufara ha?
Q:
1. Mera sawal ye he ke biwi se hambistri ke doran agar ko apna rasta badalne ki koshish karta hei maslan wo piche se karne ki koshish karta hei magar wo piche se karta nahi hei bas koshish karta hei or do baar aesa karte huwe a'zuu tora sa andar bi daakhil hochuka hei to iske bare me kya farmayenge aap? Ab us shakhs ko ihsas hei ke muje aesa nae karna chahye tha ye ghalat hei to ab toba qabool hogi?
2. Agar shohar apna a'zuu aurat ke moo (mouth) me deta hei to iska kya hukam he or iska gunah kitna he? Owr agar aesa hua ho to toba qubool he?
Q: Biwi ko back said se karney se nikaah tut jata hy kea?