Submitted by admin on Sat, 2014-02-01 15:48
Q: Mujy 1 larki sa payar hai aur oasa muj sa bhi pyar hai hum duno ka ghar wala 1 dosra sa mil chuka hain laken mera ghar wala kehta hain nikah 3 saal bad ho gy jab bachy ki high post job ho jai gy.aur meri job hai b. Hum duno bht parishan hain hum apas mein bata bhi kerta hain aur milta bhi hain. Hume koi tariqa bata dy jas sa hum duno 1 dosra ka liya halal ho jai. Nikah ke liya abhi parents nahi maan raha. Lia hum nikah chupka sa ker sakta hain aur phir baad mein nikah parents ka samna ker sakta hain ya nahi? plz mufti sab hamari help ker dein.