Biwi ki badan se khwaaish poora karna
Q: Kya haiz ke doran apni biwe ki sharm gah or dubur chhod ke apna azukhas biwe ke pistaaan me dala ja sakta h or or mani kharij ki ja sakti h biwe ke muh ko chhod ke jism pe mani kharij kar sakte h.
Q: Kya haiz ke doran apni biwe ki sharm gah or dubur chhod ke apna azukhas biwe ke pistaaan me dala ja sakta h or or mani kharij ki ja sakti h biwe ke muh ko chhod ke jism pe mani kharij kar sakte h.
Q: Agar koe Islamic bahan shadi k bad apne shauhar k bare bhai yani apne bhaisur ka jhutha khana ya koe b khane ki cheez kha li to ye uska khana Islamic tariqe se kaisa hai?
Q: Kisi ne mujh se pucha k kia ap ki shadi ho gai hy, mai ne kaha nai. To kia es se mere nikah par to koi faraq nahi paray ga jab k mai shadi shuda hoon.
Q: Ager kisi larki ke abbu bank main nokari karte hon or larke ke ghar waale soodh ke khilaf hon q ke bank ki nokari main soodh ke bagair kaam to hota nahe or us ki larki se nikkah karsakte hain q ke is main us larki ka kia kasoor ke us ke walidh bank main kaam karte hain.
Q: Mujhy aik nihayat aham masly pr ab sy baat krni hae. darasal mery aik nahayt aziz hain, un ki walida or walid ka nikah 30 saal pehly hua tha. un k walid army main thy or shadi k theek 15 saal bad un k walid jang main chaly gye... lekin loat kr na aye. 5 saal tak wait krny k bad kyun k un k walid ki koi khabar na thi... un ki walida ny doosri shadi krdi.. lekin rihaysh apni olad k sath he rakhi... is dosri shadi k taqreeban aik sal bad un k pehly shohar wapis agye jo k jang main qaid kr diye gye thy. ab is hal main islam ki taleemat k mutabiq hamain agah karian. or agar woh dono phir sy aik hona chahty hain to us ka koi hal batain
Q: Miene court mariage ki phr talak ho gai or phr 2 months k bd dubara sulah ho gai lkn kch ulma akram kehty hain k lrki k walid ya bhai nikah mien na ho to nikah hota e ni lkn agr nikah nikah ni hua to phr talak b to ni hui mtlb phr agr dubara nikah sb ki mrzi sy ho to wo theq hai ya glt?
Q: Biwi ke sath sex karte waqt husband or biwi ek dusre ko dekh to rahay hote hai husband usse pyar karta hai sub kuch phir bi khod ko ur kar q rakh te hai matalb yani chaddar uper q rakh te hai chadar ka hona ka matlab kia hai is liye ke shaitan na dekhe.
Q: Aik larki jis ky age 2 year thi us ka Nikkha father ny parha larki jawan hony pe father family larki by shadi se inkar kar deya talak mangi bar bar koshish pe jab na mily tu court se talak ly kar shadi ky larki ka father death hony pe kia us ka janaza ada karna chahy ky nahi larki ky shadi phaly Nikkha jo father ny 2 saal ky umer mein howa tha nahi howi.
Q: Ma na apko pahly btya tha k mary 2 bhai thy unki death hogai and ma parents k sth hi rehti hu.bary bhai ki death k 15 din bd hi bhabi apni ame k ghr chli gai iddat bhi nhi ki.unka bara bata jo 4 saal ka tha ma na adopt krlia tha.bhabi na ek saal bd hi 2nd marriage krli thi or ek month bd hi us sa divorce bhi la li.ab wo her 2-3 month hmary ghar ati hy or 1-2 rat rok k jate hy.uski waja sa jo bata ma na adopt kia hy wo disturbe hora hy.study ma pechy hogya bilawja bat back bat py hasta hy.ab bhabi ko ma na smjhaya k ap ya to mustakil ajao ya phr bacha apny sth la jao ma khrcha pani da du gi.wo dono bato pr razi nhi.mari smjh nhi ata ma kia kru aisy to bacha pagal ho jay ga.ma apny bhai ko kia jwb dugi k ma na kia tarbiat ki bachy ki.ap plz mari rehnumai karyn.
Q: Kia us larki sy shadi ho skti hai jis ny meri nani sy doodh pia ho kbhi?