Biwi se har raat mubaasharat karna
Q: Mai har rat biwi se mubashrat karsakta hon?
Q: Mai har rat biwi se mubashrat karsakta hon?
Q: Kya mere nikah ke waqt, kya meri dulhan ke gawah aur mere gawah wo hi log hosakte he jo mere he?
Q: Mera sawal ye hai k meri maa ne aik larke ko apna doodh pilaya ta... ab uski choti bahen se mera nikah hu sakta hai?
Q: Ager kisi nay apni biwi ki behn k sath mubashrat ki ho to kaya apni beti ki shadi us k betay say kr skta h
Q: Mere shadi agle mahine mere khala (maternal aunt) ki beti se he. Mere walid ka inteqal hogaya, hamare ghar me mere ammi, mera bhai (17 years), meri bahen (23 years) he. Hamare paternal uncles (taya, chacha) se contact nahi he, hamare mamu hamse baat nahi karre kyunki hamne unki beti se shadi karne se inkaar kardiya tha.
1. What is the meaning of wali and witness while performing nikah?
2. Who can be my wali and witness?
3. Nikah ke waqt kya me apne ammi ko wali bana sakta ho?
4. Nikah ke waqt kya me apne susre (father in law, khalu) ko witness bana sakta ho?
5. Kya mera bhai (17 years age) witness ban sakta he?
6. Kya mai witness aise musalman ko banasakta ho jo mera rishtedaar he magar namaz kabhi kabhi padta he aur durga jata he?
7. Kya Qazi sahab witness bansakte he?
8. Kya meri dulhan ke gawah aur mere gawah wo hi log hosakte he jo mere he?
9. Kya wali bhi witness hosakta he?
س: میں ایک بیوہ عورت جس کے ۵ بچے ہیں اور عمر ۵۲ سال کے قریب ہے اس سے نکاح کرنا چاہتا ہوں ، لیکن کچھ وجوہات کی بنا پر ہم اپنے خاندان یا رشتہ داروں کو نہیں بتانا چاہتے ، کیا میں اپنے کچھ دوستوں کی موجودگی میں یہ نکاح کر سکتا ہوں؟ اس عورت کا ۲۵ سالہ اور ۲۰ سالہ بیٹے کیا وکیل اور گواہ بن سکتے ہیں.خاتون کا والد تو زندہ ہے لیکن اس سے ان کا کوئی تعلق نہیں یہ آزاد اور اپنے گھر میں رہتے ہیں. محترم مفتی صاحب مجھے اس مسلہ کا مفصل جواب عنایت فرما دیں
Q: Ma ne doosri shadi karli ha pehli biwi ko bataye begair ab mujhay nai chata hu k ma pehli biwi ko batao warna usay doosri wali ko talaq dena paray ga. Jo k pehlay se talak shuda thi shohar k chornay k bad bacho k lye galat kam lag gaye thi. Kya ma ne kuch galat kya ha?
Q: Kya nikah se ek din pehle walima ho sakta hai? Pehle behno ka nikah or rukhsti hogi uske baad agly din mera nikah hoga. Aisa ho sakta hai?
Q: Agar kisi shakhs ki bibi mar jaye to kya uski (bibi ki) maut ke bad uski (bibi ki) bahan se nikah kiya ja sakta hai. Mere dada ne unki bibi ki maut ke bad uski bahan se shadi kiye the, agar ye allow hai to please kuchh hawale de de jisse court me sabit kiya ja sake ki shariyet me izajat hai.
Q: Mai khud mazdori karta hu liken joint family mai hu keya mai apni kamayee se biwi ki sharee zarorat chahi wo zaahir ho ya poshida pura karsakta ho. Keya yi halal hoga ya haram?