dream

Rowzana ghar me ta'leem karna

Q: Mere khaala ke khwaab mein ghar ke samne bade samdar ka door khol rahe hai. Ghar ke niche paani phel gaya. Marhum bhai baithhuwe hai. Gale mein kali pot ka laccha hai. Bol rahi ki yea to apke bhabi ka hai ap kyun pehene. Mere khala bol rahe hai yea mera hai thode din ke leyea di thi. Accha acha hai na design, mere khalu dur ja kar teher gaye hai. Mufti saheb khwaab mein naya ghar mitti ke khadde dikhna buri alamat hai. Aap meherbani karke khab ki tabeer batayea.

Consulting one's parents in regard to nikaah

Q: I have read istikaarah namaaz regarding marrying a boy I am intetested in. The first night I read, I had a confused dream. The second night that I read, I dreamt that the boy had passed away as well as two other females. A Moulana read the janaazah for the one female and she was his wife. If I remember correctly the second female was his daughter. He read a separate salaah for each. He was then supposed to read the janaazah salaah for the boy I'm interested in but he told me he cannot read it and he refused and I think he apologised. Thereafter the grave of the boy was moved, it was as though the entire grave was relocated to another location but it was not a graveyard and I remember the moulana tapping the top sand of the grave. The place where the graves of the other two females were also not in a graveyard. Please tell me what this means.

Khwaab me shaadi dekhna

Q: Mere khwaab mein meine dekha ki kisi ki shadi ho rahi hai sab meheman aye,mere bade qala deg mein kuch khana bana rahe hai. Mufti saab khab mein shadi hona kya buri alamat kuch pareshani ki baat to nahi. Aap khwaab ki tabeer batayea. Jazak Allah.

Red roses covered with dew emerging from between one's teeth in a dream

Q: I did istikhara for three days regarding marriage. The first two days I saw the boy who I was doing istikhara in regards for, but I don't remember those dreams too clearly and then on the third day, I saw that I was facing a mirror and using floss to clean my teeth. From in between my teeth, big, fresh, red roses covered with dew were emerging from between my teeth.

Shahaadat ka martaba

Q: Mere khwaab mein mere marhum mamu jo ke khwaab mein inteqal huva aur wo inteqal hota hai sab rote hai. Marhum mamu unke haath hilate hai mein bolti hun mamu hila rahe hai. Phir wo uth kar baith te hai sab hairan hojate hai. Mufti saab marhum ka khab mein aana marhum ko zinda dekhna kya koi mushkil ki baat hai. Mufti saab please mujhe is khwaab ki tabeer batayea.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khwaab dekha k me apni hi ghar ke chokhat pai paikhana kia hai aur us k baad mai aonai ghar ka darwaza bajane lagta hun takai koi darwaza kholne aayai itnai mai mere behn darwaza khol leti hai aur mere hath me kaath kabaar ka jo bhi saaman hota hai wo mjh se letai huai puchti hai k itni badboon kaha se arahe hai? Achanak mjhe mehsoos hota hai k jald bazi mai mera apna hi pair paikhane me par gaya jo badboon ka sabab bana aur sth me uski nazar bhi paikhane k uper par gaye, mene khisyatai huai kahan k kisi janwar ka fuzla hoga usne yaksar nazar andaz kar k jaldi se kisi chez k zariyye wo gandgi utha kar ek dabbai me band kar k usi saman me dal liya jo me sath lekar aya tha, wo samaan mei kisi kabari ko bechne k liye laya tha, iskai baad mere aankh khul jati hai!

Ghar me ta'leem karna

Q: Me apne gahr me thi ke khawab aya ke ma apne Dada abo k ghr thi to aisa laga ke San kah rahe han k Nabi paak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ayn han to wo dosra kamre ma han ma or mera shohr ham nazran nicha kia us kamre ma jate han to waha ak buzarg bathan han or ham b do zano Bath jate han or achanak un ka chahra taya abo ki tarha ho Jata ha us k sab ghr wale salam pash karne jate han phr Keri ankh khul jati ha. Barah e meharbani is ki tabeeer bta de.

Neak suhbat ikhtiyaar karna owr Sunnat ki ittiba' karna

Q: Hajj ka kuch der bad mujy khawab aaya ke me dadi ke paas bathi baaten kar rahi thi. Aasmaan par halke halke baadal the or ayk dam meri nazar mashriq ki taraf asman par pare to khana kaba asman par apna rukh badal badal kar dikha raha ha or ma dosroon ko kah rahi hon ke udhr dakho khana kaba ha or ma usy dakh kar Subhaanaallah kah rahi hon. Barah e meharbani is ki tabeeer bata de. Shukria