Khwaab ki ta'beer
Q: Maine subah khwab dekha ke meri aik aunty jo foat ho chuky hain hamary village waly ghar main tundarust hain aur bohat sy log hain jin sy baatain ker rahy hain. Usky baad main jaag gaya air kerwat badal ke so giya. Baad main mainly phir khawab main kisi ki moot dekhi air aik dost ne as k mujh sy afsos bhi kiya won kis ki moot thi main nahi janta aur jaisa k footgi k baad mahmano ko khana dety hain to main bhi wahan khany k liye giya bohat acha chicken tha sath main 3 ya 4 bartaan main paaye ya matlab tang ke nechly his a kiya kehty hain main nahi jaanta lakin mujhy won bohat acha laga us khana taqseem kerny waly ne mujhy woh diya aur musroob peny ke liye aur gagar ka halwa dekha. Yeah footgi aur achaa khana main bohat preshan hu. Aaj juma ka din hai aur main pardess main hon. Mehrbani ker mujhy baataye.