Bachcha nikaah se pehle payda hone se usko thaabit-un-nasab (jaaiz) banaana
Q: Shadi shuda aurat se najiaz aulaad hone ke bad phir us aurat se nikaah karlene se kiya bacha jaiz hojayega?
Q: Shadi shuda aurat se najiaz aulaad hone ke bad phir us aurat se nikaah karlene se kiya bacha jaiz hojayega?
Q: Agar ek larki aur larka kisi ke saamne ek doosre ko mian biwi bol dete hain, halaan keh wo dono nikah mein nahi hain. Ek ya do logon ke saamne bolne se kiya wo mian biwi ho jate hain?
Ya phir agar larka gawaho ko court me paish kar ke larki se shadi hone ka case kar sakta hai?
Q: Aaga khani larki aur sunni larke mai shadi ho sakti hai? Agar koi gunjaish hai Deen mai tou kis sharait par shadi ho sakti hai?
Q: Larkiyon ka Quran ka hadiya karna zaruri hai kya? Bina hadiya kiye bagair nikah nahi hota hai kya? Agr hadiya karna zaruri hai to kaise karna hota hai aur kiya kiya karna hota aur kab karna hota hai? Mera hadiya abhi tak nahi hua hai.
Q: Kiya nani ka maa ki wafat ke bad bache ko rakhna haqq he ya baap ka awwal?
Q: Kiya haq mehar pura ada na karne se biwi shohar ke liye haraam hojati hai? I mean to say k biwi ke sath shohar humastri kar sakta ya nahi?
Meri shadi ke waqat meri biwi ke haq mehar 10 hazar rupee our 7 tola gold the howa. Lekin me ne haq mehar me sirf 10 hazar rupee our 3.5 tola gold diya. Ab kiya mera nikaah theek hai? Kiya me biwi ke sath jima (humastri) kar sakta ho ya pehle muje sara haq mehar pay karna hota. Humari rukhsati ho chuki hai.
Q: Kiya mai apni biwi ko kabhi pyaar se hoor keh sakta hu?
Q: Kiya husband wife ko apne adult bacho ke saamne pyar yani face par kisses aurr hugs waghaira kar sakta hai... agar dono razi ho?
Q: Hume kisi mahram ke bare me bure khiyalaat aate ho. Hum khud se nahi laate, naturally aate he aur control karne ki bohot koshish ki ho nahi hote ho. Ek hi ghar me rehne ki wajah se hume unhe touch bhi karna parta he majburi me lekin dil nahi karta touch karne ka toh mujhe ye puchna he ki touch karte waqt khiyaal aa jaye aur body me thoda feel ho khiyaal ki wajah se aur dar se bhi kyunki khiyaal ki wajah se touch karne me dar lagta hu but koi lust ki feelings nahi ho na kabhi dil me uske liye aisa kuch ho to kiya thoughts ki wajah se hurmat establish hogi ya nahi? Tauba ki surat bataye or khyalo se kaise bache ye bhi bataye.
Q: Kiya biwi khushi se ghair muajjal haqq-e-mahr maaf kar sakde to uske liye koi gawah to nahi chahiye hota? Muajjal haqq-e-mahr ada hochuka he.