Peeche ke raaste se humbistari karna
Q: Meain ye jana chahta hu ke agaar koi showhar apni biwi ko peche sy (Anal) main sex kre to kya wo gunha he. Agr gunha hy to ess ka kufara kya
hy? please jawab tafseel sy dijeaga.
Q: Meain ye jana chahta hu ke agaar koi showhar apni biwi ko peche sy (Anal) main sex kre to kya wo gunha he. Agr gunha hy to ess ka kufara kya
hy? please jawab tafseel sy dijeaga.
Q: Mere husband ki death ho chuki hy. Meri iddat bhi khatam hogai. Kia me apnay husband ke baaray me soch sakti hon? Hamara jo bhi waqt guzra tanhai me wo mujhay aksar yaad ata hy kia ye gunah hy? Agr me dosri shadi karlon or phir bhi apnay pehlay husband ke baaray me sochon tu kia ye bhi mana hoga?
Q: Ayk qadyani larki kise muslim larkey se shadi karna chahte he. Us ke lea halaf nama me kia likha jaega ke wo muslim hojae?
Q: Mujhai maloom karna hai ke ager biwi apnai shohar se kh ke mujhai peechai se yani pakhaana main dakhil karo kiya ye jaaiz hai?
Q: Agar larke ke maa baap nikah ke liye razi nahi ho aur ladki ke razi ho to nikah hojayega ya nai?
Q: Haidh ke dino Me biwi ke qareeb ja skate he? Sex karna to mana he magr deegar masail se agah kejiye.
Q: Aik aadmi jo foreign service karta he kitni der tak apni bivi se door reh sakta he 1 sal, 2 sal etc?
Q: Mujy 1 larki sa payar hai aur oasa muj sa bhi pyar hai hum duno ka ghar wala 1 dosra sa mil chuka hain laken mera ghar wala kehta hain nikah 3 saal bad ho gy jab bachy ki high post job ho jai gy.aur meri job hai b. Hum duno bht parishan hain hum apas mein bata bhi kerta hain aur milta bhi hain. Hume koi tariqa bata dy jas sa hum duno 1 dosra ka liya halal ho jai. Nikah ke liya abhi parents nahi maan raha. Lia hum nikah chupka sa ker sakta hain aur phir baad mein nikah parents ka samna ker sakta hain ya nahi? plz mufti sab hamari help ker dein.
Q: Mera sawal ye hai ke kya ek hi din me teen bhaiyon ki shadi ho sakti hai? Ladki alag alag ghar se hai. Mere walid ise haram mante hain.
Main sabse chota hu bhaiyon me aur main shadi karna chahta hu. Magar ghar wale do bhaiyon ki shadi to ek hi din krne ko taiyar hain but teen shadi haram mante hai. Quran o sunnat se jawb dein taki apne walid ko samjhau ya agr haram ho to main khud sabar karu.
Q: Kya main apne mama ke ladki se shaadi kar sakta hoon?