Zakaat kab waajib hoti he?
Q: Mara ghar rent par hai aur may na advance 20,000 diya hai aur sath marie salary 28000 tak hai kia muja per zakat hoti hai aur agar hoti hai tu kitni honi chaiyee?
Q: Mara ghar rent par hai aur may na advance 20,000 diya hai aur sath marie salary 28000 tak hai kia muja per zakat hoti hai aur agar hoti hai tu kitni honi chaiyee?
Q: Mera sawal yeh hai keh aik dost ki income monthly 50000 hai aur uss ki shadi mai uss ki biwi ko 100 totla gold mila jo keh iss time kay laihaaz sai 50 lakh gold ki value banti hai. Expense itnay hien keh kuch bhi nhi bachta. Yeh wazieh ker dien keh uss per zakkat farz hai? Agar farz hai tau zakaat kitni farz hai aur kis tarah adda karay?
Q: Mera sawal yeh tha ke zakaat kis kis cheez pr di jati hai. Or agar mene koi property business ki niyat se ki hai us par bhi zakat hoti I mean dukan leker profit pr bechene ki niyat se
Q: Merai pass 5000 rupees hai aur 3000 ke kuch cheez, kya mujh par zakat dena farz hai?
Q: Agar 2 tola sona ho to jo eidi waghera milti h us par bhi zakat qurbani banti h?
Q: Kya hum humarey puraney kapdrey kisi zaruratmand ku deysaktay ya nahi?
Q: Ager shoher ghareeb ho aur biwi ko jahaiz mai zaiwer mila ho k us pr zakat farz ho tu biwi tutions prha kr shoher ko zakaat dai skti hai?
Q: Main ne kisi dost ka qarz ada karnay k liay us ko paisay diay udhaar k tor par. ab vo mujhay ada nahi kar sakta. kia main us ko zakat samajh kar maaf kar sakta hoon?
Q:
1. Aik tola sona ka sath kuch pasay hon jis pa saal pa zakat banti h lakin is k sath jahez ki chizen par or writing pads or artificial jewellery par zaroorat se zayed kapro jooton waghera pa jin ko kuch saal bhi guzar gaye hon jo fil hal to use na kar rahay hon magar future ma zaroorat parnay par istimal k liye rakhen hon to kia in pa zakat or qurbani farz hogi?
2. Or agar sawa tolay sonay k sath pasay na hon magar ye sab jo upar btaya h usi tarahn ho to kia in sab pa bhi qurbani or zakat wajib ho gi?
Q: Agar sawa tola gold ke sath 40000 hon, is pa zakat banti he lakin agar ye 40000 ma ami ko da do k ye ap la len or istimsl kar len muje jab zaroorat ho gi to ma ap se la lun gi to kia ye pasay is tara denay k bad bhi zakat or qurbani wajib jo gi k sirf gold reh jaye ga magar pasay muje wapis da diye jayen gay?