Shaadi

Nabaaligh ka nikaah

Q:

  1. Nabalig larki ya larkey sey nikha ho sakta hai ya nahi?
  2. Agar bachpan main nikha ho jaey dono balig na hon hon our phir kuch years bad balig honey key bad unki shadi ho gaey our nikha dobara na parha jaey to kia nikha sahi hoga ya dobarab parna ho ga?
  3. Agar aik bar nikha ho gaey our sahadi kuch years bad ho to agar pehla nikha sahi ho to kia dobara agar nikha parden to koi masla to nahi hoga?

Nikaah ku muakkar karna

Q: Mujy 1 larki sa payar hai aur oasa muj sa bhi pyar hai hum duno ka ghar wala 1 dosra sa mil chuka hain laken mera ghar wala kehta hain nikah 3 saal bad ho gy jab bachy ki high post job ho jai gy.aur meri job hai b. Hum duno bht parishan hain hum apas mein bata bhi kerta hain aur milta bhi hain. Hume koi tariqa bata dy jas sa hum duno 1 dosra ka liya halal ho jai. Nikah ke liya abhi parents nahi maan raha. Lia hum nikah chupka sa ker sakta hain aur phir baad mein nikah parents ka samna ker sakta hain ya nahi? plz mufti sab hamari help ker dein.