Ihraam ka dobara isti'maal karna
Q:
1. Umrah ma istemal kiya hua ihram dubara isteemal kia jaskta hai kia? (Male and Female both)
2. Agar isteemal shuda ihram ko dho liya jaye to koi or b us ihram ko isteemal kr skta hai umrah k liye?
3. Agar kisi or ka ihram dubara isteemal nhi kr skty to uska kia karain kapry ka?