Qaza namaaz me tarteeb
Q: Agar kisi muslim ki bohat saalo ki namaze qaza huwi to kya wo pehle esha ki namaaz ada kar sakta he phir zuhr, asar, maghrib aur phir fajr, ya tarteeb
se parhni hogi, fajr, zuhr, asar, magrib, esha?
Q: Agar kisi muslim ki bohat saalo ki namaze qaza huwi to kya wo pehle esha ki namaaz ada kar sakta he phir zuhr, asar, maghrib aur phir fajr, ya tarteeb
se parhni hogi, fajr, zuhr, asar, magrib, esha?
Q: National identicard kay baghar nikkah ho jata ha kya? Mera ek dost woh nikah karna chata ha lekin jo larki ha woh 19 year old ha lekin age 4 saal kam karwai ha birth certificate mai.
Q: Mere abba ne property ke wajha se meri ammi ko 3 gawah ke sath talaak diya hai wo bhi 35 year ke baad our gawah me mere abba ne apne do jawan shadi shuda bete ko our apne bhai ko rakhha hai our meri ammi 32 saal se mere abba ka intezar karrahi thi our wo mere abba se 32 saal se aalag rhe rahi thi unke samne tallakh nahi diya gaya hai our meri ammi ne mujhe bachpan se palpos ke bada kiya vo bhi akele to kiya meri ammi ka wakai talakh huva hai ya nahi our meri ammi apne sohar se kuch demand karsakti hai ya nahi? Please reply mai bohat pareshan hun our ek baat mere abba ne meri ammi ke baad 2 shadi our ki hai jis me se dusri wali ko bohat phele talakh de chuke thai par meri ammi ko abhi talaak di hai our un ki age abhi 58 hai.
Q: Meri cousin ne khawab main dekha ke meri marhoom walda hospital main bed py leti hoti hain or main un ke pas bethi ro rhe hoti hun or wo mujhy kehti hain ke ro nhe or log bhi to hain jin ke maa nahe or main to tum sy milny bhe ati hun. Is khawab ki taber bata dain.
Q: Main ne khawab main dekha ke main qabaristan main hun ek qabar dekhi jis ki halat kharab the mujhy lga ke meri marhoma walda ki qabar hy lekn thori dair bad main oht kush hoti hun ke wo meri walda nhe or unki qabar bilkul thek hoti hy. Jo qabar main ny pehly dekhi wo kisi larky ki hoti hy or us ki walda bhe khari hoti hain. Main us larky ko nahi janti the. iIs khawab ki taber bata dain.
Q: Kya koi Muslim ayk din me qaza namazo ki bees se ziyaada rakaats ada kar sakta he?
Q: Agar asar ya esha ki azaan ho jaye aur muslim masjid jaye to kya jamaat hone se pehle muslim jo sunnat ghair muakka he un ke jaga koi qaza namaaz ada kar sakte hain ya nahi?
Q: Mera bohot problems hai. Mai bachpan se baraa hee darrpook aur boozdil kisam ka insaan hoon.aur naa hee kuch karr ne ko himmat hai.mai logo ke beech may bhi nai jaa ta mere is darrpook pan aur boozdilli aur buddu pan wajah loge mujhe mazaak karr ta hai sataa ta bhi bohot hai. Jab logo ke bheer mae jaata toh baree sharam aur darro khauff mehsoos hota hai. Isiliye kuch aisa takatvar wazifa bataiye keh mai boozdil se himmatvaar aur bahadur insaan ho jaoon. Mujhe ek aisa lagataar wazifa boliye keh parr karr yeah darr khoff boozdilli kabhi nah mehsoos ho aur hamesha ke liye badal jae.
Q: Mera beta chaar saal ka hai. Uska naam Mohammad Tanzil Ehsaan hai lekin mere Inlaws bolte hai Tanzil ka matlab utra hua/nuzul hai Jo acha nahi hai. Name change kar do. Aap please iske bare mei bataye. Tanzil ka meaning aur yeh Naam kaisa hai?
Q: Baghair gawah ke, meher ada karke, aur jaruri duaye padnese nikah ho jata he kya?