Urdu Questions

Ayk Hadith ke suboot ke baare me sawaal

Q: Mera swal yei hai kay hmay school may aik kitaab parhai jati hai jis ka naam sharah sarmaya urdu hai is kitaab mai aik hadeese qudsi likhi hoi hai jo kay yei hai (mai aik chupa huwa khazana tha jab mainay chaha kay mujhay koi jaanay to mainay makhlooq ko paida kr diya)

Mujhay kisi nay kha hai kay yei hadees mauzu yani man gharak hai kya waqai aisi koi hadees hai agar nahi to phir is kitab may jo hadees likhi hai to kya is kay khilaf hmain book auditor ko feedback dena chahyei ta kay is ko nisaab say nikala jaye? 

Bachchi ki parwarish khula ke ba'd

Q: Meri bv muhjse kholaa mangri hai or meri 9 months ki beti hai jisay me bht mohabat karta hu. mane apni bv ko samjhya par wo or us k ghr waly galat ilzaamo per agai hai kholaa k liyh muhjper bht galat ilzaam dalay hai. lihaza meri beti bhe usi k pass hai me chata hu meri beti mere pass rahy liahaza muhje batai islam me kia hai baap k liyh ?