Bache ko adopt karna
Q: Agar koi ese bache ki parwarish karna chahta hy jis bache ka nasab maloom naa ho or wo lawaris ho, to kia ese bache ke documantation k liye us k walid ki jagah apna naam likha sakte hein?
Q: Agar koi ese bache ki parwarish karna chahta hy jis bache ka nasab maloom naa ho or wo lawaris ho, to kia ese bache ke documantation k liye us k walid ki jagah apna naam likha sakte hein?
Q: Agar one month baby ko koi aurat apna doodh pilaye jab keh us k doodh na ata ho to kia is se bhi razaa'at ka rishta qayem ho jata hy?
Q: Mein nay kuch din pahlay kisi kay kahnay par awara kutay ko shoot kar kay marwa diya. Kya iss ka gunah hoga ya tauba ho sakti hai?
Q: Automatic machine mn kpry dhony k bd jo pani niklta h end py washing machine sy wo pani paak hta h?
Q: Allah ne jab Jannat aur dozakh banaye, us waqt Shaitan na farmaan tha ya us k ba'd howa?
Q: Ehtilam k bad bister ki chadr ya kambal bhi dhona chahiye agr nijasat lg jaey? Agr kisi shakhs ko ehtilam ki bemari ho to kya rozana bister ki chadr ya kambal dhona hogi?
Q: Mubashrat ki lekin mard discharge nai hua to kia is halat me gusal faraz hua ya nai karna parega ya wazu karke namaz ada ki ja skti hai?
Q: Kia agar jamat ho jay to me ghar me namaz adaa kr skta ho?
Q: Mere walid ki 2 wife hain. aik wife main 2 beti. dusri wife main 1 beta 1 beti. first wife foat ho chuki hain un ki zameen hai or mere walid foat ho chuky hain. ap mujy batayn second wife ka hissa hai ya ni?
Q: Kiya zina wali aulad (laikin biwi abhi shohar ki zujiat main ho laikin biwi ne najaiz talluqat qaim kar ke aulad paida ki hu) tu aesi soorat main zina se paidaa shuda aulad ka nikah karte waqt aagey larki ya larke walon ko unka njaiz hona batana zroori hai? Aur agar nhi bataya tu nikah ho jae ga aur saari umar qaim rahe ga?