Mahar ko nikaah ke bad dena
Q: Meri shadi ko alhamdulillah 12 hogaya hai, or mai ne shadi ke waqt 12 gold ki shakal me mahar dene ka wada kiya tha, per maine abhi tak mahar ada nahi kiya hai. To abe mujhai kitna mahar dena hoga jitna bola tha utna ya usse ziyada?