Urdu Questions

Blackmail se bachne ke liye wazifa

Q: Mera bara bhai hamen her maamle mai black mail kerta hai wo nafsiyati mareez hai .us ne 25 saal baad biwi ko talaq dedi or jawan 4 beton ko ghar se nikal diya ab doosri shadi ker li or beta bhi ho gsya doosri biwi ko bhi black mail kerta rehta hai mai bewa hoon mera aik beta hai mai ne ab us se milna chor diya hai wo bohat tang kerta hai.kiya mai us se qata rehmi ki murtakib to nahi ho rahi.

Talaaq waaqi hone ka shak

Q: Arz h k aik mrtaba jhagre larai ma ne apni biwi ko kch alfaz kahe jis se talaq hney ka shak tha....hm bht pareshan huy jhagra biwo k mazi k affair pr tha...mri biwi ko lgta tha k talaq waqay ho gyi h iso galat fhmi ma. main ne usy keh dia k tmhe to halala k lie wahi shaks yad ata ho ga na...lkn mara eman janta h talaq dny ki niyat se nahi kaha tha bd ma hm ne muftian e deen se ruju kia to pata chala k hmarr darmian koi talaq waqae ni hui th...to ab jo galat fehmi ma ye jumla kaha tha halale k lie tmhe wi yad ata ho ga to kia is se nikah pe koi asar prta h ya ye jumla talaq k lie istemal hta h? 

Biwi mahr ku maaf karna

Q: Mera nikah 2017 me hua tha par rukhsati nhi hui thi mere husband ki kidney fail hone ki wajah se mau unk sath hospital ar ghar me one month rahi jitna ho sakta tha maine dekh bhal kiya par unki death ho gyi abhi mai iddat me hu .death k baad mehar k bare me mujhse pucha gya to mujhe mehar nhi chahiye tha jb husband hi nhi to mehar mai kya krti to maine mehar maaf kr diya kya mehar maaf krne ka system sahi hai ya galat mujhe kya krna chahiye.