Khaleri behn ki beti se nikaah karna
Q: Kia mai apni khaleri bhan ki beti se nikah kr sakta hu kiya ye jaij hai
Q: Kia mai apni khaleri bhan ki beti se nikah kr sakta hu kiya ye jaij hai
Q: Kya surah muzamil zyda bar parhi ja sakti hy meny ye surah jab hifz ki to mera dil karta ky mein is ko bht zyda parhun mera is sy bht zyda dili lagao hy shuru shuru mein meny ye surah kabhi 41 bar parhti or aik din 100 bar parhi aik Hi time py mujhe sab mana karty ky is ko zyda tadad mein parhna nai chahey mein har farz namaz ky bad aik bar parhti or kabhi kabhi zyda tadad mein parhti ab mujhe is surah ky parhny sy bht sakoon milta lekin sab ki baton ki wajha sy kam parhti kya is ko zyda tadad mein parhny ki ijazat har insan ko hy?
Q: AGR halalah krny waly mrd ko ourat mnah na kry or wo apni mrzi sy mubashrat na kry or talaq day dy to halala ho gia ab idat ky bad pehly shohr sy nikah ho sakta hy
Q: Agar baap se pehle betay ka inteqal hojaye tou kiya baap ki wirasat mei us ka koi hissa hoga ya phir wo khatam hojaye ga?
Q: Mujhy yeh kehna tha kay meri umar ziada hogae hai aur shaadi bhi nhi hui hai shaadi main kia rukawatain hain mujhy app bata dain
Q: Meri biwi umry py ai thi us ne umra kia or phr 10 din k liye madina me aa gye ham magr jab 10 din k bad jany lagy wapis madina to Meri biwi k ayam shuro ho gye yani menses start ho gye ab us halat me kia uska ahraam bandhna zarori tha madina pak waly meekat see ya nhi us nee to nhi bandha ahraam madina pak waly meekat see r sab ortin kahy rhi hin k aap par daam par gya he.
Q: Me jab bhi peshaab karta hu to faarigh hoke ayk do qatre peshaab ke khaarij hota he. Mujhe bataye ke kya karu?
Q: Mera sawal hai ke jab meray father 12 saal ke they tou meray dada nee aik Ghar un ke naam pe kharida or aaj bhi wo Ghar un ke naam pe hai or meray father shaheed hogaye Hain tou us Ghar me kya meray father ke bachon ke ellawa Kya un ke Bhai behnon ka bhi haq hoga?
Q: Kya ladke ka naam Aahil rakh sakta hoon?
Q: Kya baas ki bani huwi chaarpai dhoop me sookh jaane ke baad paak tasawwur kya ja sakta he (is soorat me jabke najaasat ki jagah ka pata na chal sakta hu) jabke us ke najasat ka rang, bad boo aur asar bhi mukammal tor par zaail ho chuka ho ya phir charpaai ko dhona pare ga.