Hadith ka hawaalah
Q: Kia ye hadees hai aur agar hai tho konsi kitab aur safha par? Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) nai farmaya ke ahle ajam ki tarah taazeem ke liye na uto.
Q: Kia ye hadees hai aur agar hai tho konsi kitab aur safha par? Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) nai farmaya ke ahle ajam ki tarah taazeem ke liye na uto.
Q: Agar pahli talaq k baad shohar apni biwi ko nikah ma wapis na lay aur raju na karay 3 monthts takk to kya dusri talaq hojaati hai khud bakhud? Ya jab tak shohar dusri talaq na day tab tak ni hoge?
Q: Islam me konsi ungli me anghoti (ring) pahenna thik he? ( Mard aur aurat done ke liye)
Q: Wife ke mother ko shehwat se touch krne se hurmat musaharat sabit ho jati hy. Mera sawal hai k kia wife ko maan ke gandi gaali dene se bhe kuch hota hai. Jaisay ye kehna "teri maan se ----- kron"
Q: Agar koi shohar bahut marta zulm karto ho biwi par. Aur biwi khula maange aur wo na de. Agar shohar bole tum meri awaz records kar longi agar main ne talaq diya to and talak k document maange magar orally talaq na de to kya talak hua ya nahi.
Q: Ye hadees ka hawala chahiye "Meri ummat ke ulama baatil par jama nahi hosakte" ya aisa hain "meri ummat ke kaseer hissa gumraahi par jama nahi hosakti" is ke mutallik jo bi hadees hain.
Q: Agr napaak hath se nal ko choo liya to agar haath me paani bhar ke nal ke upar daalne se nal paak ho jayega ya phir teen baar dhona or qatre tapkna band ho jaye isse dhona parega?
Q: Agar koi chaadar najis ho jaye to agar usko tub me dala or paani daala fir paani phenk0 kar dobara tub me paani dala or chadar dali phir usko nichor dhiya to paak ho jayegi ya nahi?
Q: Agr koi mard apni biwi ko mare pite or us k koi huqooq pore na kare to kia us p nikaah jaiz ni uska nikah khatam ho jana chahiye?
Q: Agar biwi period me ho to kya back side piche karna jaiz he or piche kar sakte he?