Kya mina ke pathare khood Muzdalifah me phonchjate he?
Q: Please muje ye bta den k jo hajj pe pathar yani stone marte hy hm shaitaan ko tw jo pathar maare the wo wapsi Muzdalfa hi me chale jate hy log kehte hy k ye miracle hy ?
Q: Please muje ye bta den k jo hajj pe pathar yani stone marte hy hm shaitaan ko tw jo pathar maare the wo wapsi Muzdalfa hi me chale jate hy log kehte hy k ye miracle hy ?
Q: Exam me cheating kar ke pass ho to kya nokri ki to jo paisa (salary) kamai to wo jayz hogi?
Q: Exam me cheating kar ke pass ho to kya nokri ki to jo paisa (salary) kamai to wo jayz hogi?
Q: Kya qabr ko cement karaya ja sakta hai? Mera matlab bricks aur cement se pakka karane se hai..
Q: Kya aurat apne baal jala sakti jo kanghi karte toot jate hain ta ke kisi ki nazar na paray agar nahi jala sakti tou kyun nahi aur phir kya kare.
Q: Kya zaeef hadees par bhi amal ho sakta hai?
Q: Wo Barelvi log jo ke huzoor sallallahu alaihi wasallam ka naam aane par jo anghote chumte hai to Deobandi log kyn nahi karte
Q: Agr koi lrki nikah namy pr dastakt kr dye bs kabool ha na kahy kya us ka nikah ho jye ga?
Q: Mera sar phata huwa he taake lage huwe he me ghusal nahi le skta raat ko ihtilaam hogaya he aaj me Jummah ki Namaaz parhna chata ho aur shower bhi nahi leskta. Me kya karo?
Q: May thora masle may hon... Bt ye ha k meri ek frnd ki frnd ha ju Christian ha wo 80% Islam ku sahi manti or may uski or help kar raha hn use har tarhan se smjha raha hn reference de de k meri he frnd uske b thora thora bta rahi ha lekin mera uski life may ane se zada asar hua ha is taraf... Ab masla ye ha k may abhi parh parh raha hn or wo bhi to agr wo ainda wakt may mere hath pe kamla parh leti ha... Wo Karachi hotu ha mayne Lahore to kya maslihatun Islam may rah k wo ghar walun k sath church ja sakti ha? Kyun k uske ilawa koi hal nahi... May apne ghar walun ku itni aram se smjha paonga ab kya karun.. May, aj k society le lehaz se dekhen tu maa baap kahte hain k kamane wala hojao phir shadi lekin mera different mamla na... Bohat pareshan hon kya karun. Meri planning y3 ha k use pura satisfy karne n bd jb musalman karunga to wo may ye plan kia ha k maslihatun wo church jae or bs wakt nikale inshallah sahi wakt dekh k nikka inshallah karunga ab baten kya kaun? May ghalat hn ya sahi? Wo larki ha ghar hoti ha agr wo bta degi to jan ka khatra ha.... May chahta hn jan b bacha jae Muslim nasal ku b masla nw ho plz muje baten... may 22 ka hn wo 19 ki