Maut ke ba'd kya murde ku pata hota he ke woh kis jagha he?
Q: Molana sahab kya insaan jab mar jata he, usko Qabar me dafan kya jata hy to kya murde ko pata hota hy ke woh kis jagha hy or jo jo cheez dunya ki Qaburstan se Guzarti hy to murde ko pata chalta hy jese sanf kutte rat ya din ye maloom hota hy murde ko? Please jawaab send karen.