Namaaz me shak
Q: Agar chaar rakaat namaaz me pehli rakaat me sajda do ki bajaaye ayk kya aur doosri rakaat me yaad aaya ya ghumaan hone laga ke ayk kya to kya kya jayega?
Q: Agar chaar rakaat namaaz me pehli rakaat me sajda do ki bajaaye ayk kya aur doosri rakaat me yaad aaya ya ghumaan hone laga ke ayk kya to kya kya jayega?
Q: Agar farz roza qaza hogaya aur usse jab poora karna tha to qaza ke saath nafl roze ki fazeelat paane ki bhi niyyat ke liye to kya qaza roza ho jayega ya dobaara sirf ayk hi niyyat yani ke farz ki qaza rakh raha hoon kar ke roza rakhna hoga?
Q: Kia Akbar Mughal Badshah ghair Muslim hi mra tha ya uss ny taubah kr li thi?
Q: Ahle Hadees kay janazy mn jana kesa?
Q: Ye sher kesa hai;
Jb k tum bin nhi koi mojood phir ye hanghama aae Khuda kia hai
Q: Shoes ky sole par koi hindsa riyazi ka likha hota aur English k lafz b hotay hain kia in par paon rakhnay se gunah hota q k jota to pehna jata hai aur phir uss par paon aaty hain.
Q: Black dye krna mardo aur aurato k liay kia gunah aur najaiz hai. Konse rang ki dyes sahih hain?
Q: Men ne khuwab men dekha k mera pakhana kaproon men nikal jata hai aur men saaf krta hn. phr dekha k meray mamu aur brother in law k samnay mera pakhana nikal jata hai kaprron men aur meri sister mujhy saaf krti hai.
Q: Me ne khawab me daikha hai ki mera beta (son) jo 3 years ka hai meray sir (head) per peshab kar raha hai. Is ka kia matlab hai?
Q: Ye jo majar par aurte jinn or jadu ki hajri karte hai uska kya masla hai kya jadu ya jinn ki kisi par hajri aa sakti hai ye sahibe majar ko gandi galiya bhi dete hai aurte khule baal rakh kar galiya deti hai iske baare mai kuch bataiye jadu to hata hai par ye hajri ka kya masla hai.