Branded items ki copy bechna
Q: Mera ye sawaal he ki branded cosmetics ki copy item bechna halaal hai ya haraam?
Q: Mera ye sawaal he ki branded cosmetics ki copy item bechna halaal hai ya haraam?
Q: Mari ammi ny khuab my hazrat muhammad (sallallahu alaihi wasallam) ko dekha or ap sarkar ny farmaya k jab bhe madena ao to blue chatri ly k ana many ap sy is khuab ki taber puchni hy.
Q: Surma ke saat kiya wudhu hojata he?
Q: Ulama e kiram ki taqreer ki video nikalna kaisa hai?
Q: Mard ko sharamgahon k baal kahan tak katne chaeyen?
Q: Me larki hu aur meri pareshaani ye he ke kuch dino pehle hi ihtilaam ke baare me pata chala he aur me bohot pareshaan hu kyunke mujhe har rowz safed discharge hota he, jab me so kar uthti hun tab bhi mujhe ye discharge milta he. Kya ye discharge mani ya mazi maana jayega? Is wajah se har rowz ghusal karna par raha he kyunke mazi bhi safed discharge ki tarah hoti he.
Q: Mera swl ye hai k me psnd ki shdi krna chhti hn or mje lgta hai k mere papa shyd whn na mane to me us k lie ayat karima prd rhi hn or us ki koi tadad ni prdhi ja rhi hn jb tk papa mane nahi abhi unhe malum nahi k me psnd ki kru gi mgr mje shq hai k nahi mane ge whn to me us k lie prd rhi hn kia is se asar ho ga k mere walid man jae?
Q:
1. Me ksi kam k liye ayat karima prd rhi hn k wo kam na mumkin hai or mumkin ho jae to me use ksi tadad me nhi prd rhi ase prd rhi hn k jb tk mera kam na ho jae me prdhti rhun to mje ksi ne btya hai k ise tadad me prdhna chahiye lazmi hai to kia ab mera phla prdna bekar ho gia?
2. Kia ye waqae such hai k ayat karima prdhne se ksi kam k maqsad k lie k nhi ho rha to ho jae kia waqae me wo kam ho jata hai? Me ne phle b azmaya hai ho gia tha but me logon ki bton se thori confuse hn help me.
Q: Mera khwaab ye tha k subah k waqt mai fajr namaz baad chalte firte mai aayate kareema ka witrd karhi hu. Kabhi tasbeeh pe togh kabhi ungliyo pe aur ye umeed se karhi thi k 125 lakh baar khatam krna hai. Iski kyaaa tabeer hai?
Q: Me Saudi Arab me surveyor job krta hun. Family b mere sath yahi pe hn. meri shadi ko 2 saal hogae hn aulad nhi hn abtak. Me khawb ki tabeer pochna chahta hun apse, mine kl raat khwab me khud ko umra krte hue dekha, r mere sth meri wife r 8 maah ki beti b mere sath thi. Sir me es khwab ki tabeer janna chahta hun.