Khwaab ki ta'beer
Q: Subah paanch baje maine khwaab me dekha mujhe bhut se phode nikle hai kandhe me.
Q: Subah paanch baje maine khwaab me dekha mujhe bhut se phode nikle hai kandhe me.
Q: Mera bhai 3 mahino se laa pata hai. Is bareme jaanna chahati hu?
Q: Walid ne apni zindagi main jaidaad sy ek property apne 3 beto mai sy 1 ko dy di or baqi 2 beto ko bhi barabar taqseem kr dya. lekin baad main walid sahab ab keh rhy hain ek bete sy jo property di thi wo wapas do apni marzi sy dobara taqseem karenge, jab ke property apni zabani bhi keh chuky thy or documents bhi bete ke naam kr dye thy, ab bete ke apne biwi bachy bhi hain kia un ka haq maary? kia qanooni ya shara'i kisi bhi tareeqe sy baap wapis apni jaydaad lene ka haqdaar hoga?baraay mehrbani rehnumai farmaye.
Q:
1. Agar Allah ke Rasool ko ilm-e-ghaib nahi tha tab ye bataye ke jo ghaib ka ilm Allah ne Rasool ko ata kiya uss ilm ko kya kehte hai?
2. Kya Fuqaha aur Muhadiseen me se kisi ne kaha hai ke Allah ke Rasool ko ilm-e-ghaib nahi tha, agar kaha hai tab Fuqaha ka qaul kitab ka hawala de.
Q: After one talaaq when the iddah has finished and no ruju has taken place, later on another talaaq takes place after the iddah period and again later it happens for a third time. What is the state of this marraige?
Q: Main ne khud ko nanga deka aur ye do teen baar khwab mai deka.
Q: Mene kal raat ek khuwab dekha tha jisme mene dekha tha mere or mere hsbnd ki shadi nai nai hui h or unhone dusri shadi bhi karli kisi orse or vo meri koi bt nahi maan rahe me bht ro rahi hu jb uti tb b esa lg raha tha jese me real me ro rahi hu or sab jese real hoa ho. (real me hm dono ki shadi ko do saal hone vale he or hm dono k bich roz koi na koi bat pr ldai hoti h pehele vo meri bina kahe sbbt smj jate the or mujse bht mhobbat b krte the ab ESA lg raha h jese unhone mujhe smjna hi band or dya h..me is bt se bht preshan hu plz mujhe btae k me kya karu or hmari love merrige hui thi) or mujhe ap is khwaab ka bhi matlab batae.
Q: Hum aramse ek cousin hai jo hame but pasand tha but 8 saal hoga ab aysa kuch nahi hai aur wo 8 saal se hamare khawab me aara hai. Khwaab bada hi acha hota he. Recently humne use msg kiye the but uska kuch kha as reaction nahi tha. Iska kya matlab ho sakta he. Hum but pareshan hai. Hum mari aaj ki zindagi par but fark padh raha he. Please khawab ki tabir ki jiyega.
Q: Mujhy app say apni shadi ke baare may baat karni he. Main apni pasand ki shaadi karna chati ho our sub sahi chal raha tha har cheez sahi thi hum pechly 5 saal say baat kar rahy thy our khush thy Sath our humari nature buhat same thi. Matlab hum nay Allah Ta'ala say ayk dua ki thi k humra life partner ASA ho Jo same ho hum say our Allah tallha say yah dua humari qabool b ki hum milwaya waha say jaha say humra koi chance hi nahi tha our sub sahi chal raha tha mery ghar waly maan b gay thy us k liya our us k ghar waly b man gay thy k thik hy hum jaey gay our baat pakki Kar k ay gay per howa kuch ASA k wo ay our unho nay mujh may points niklna churo kardiyn our us larky ko b kahny lagy k wo Larki sahi nahi hy. Per jab say meri baat us larky say ho rahi thi meri mama khuwab dakh rahi thi k main ho our buhat khush ho kahi green darakt k pass ho our buhat sary fruits cut Kar rahi ho our main nay green colour Ka dress wear kiya howa hy. Our jab say meri our us larky k baat kharb Hoi hy mama khuwab may dakh rahi hy k mama k hath may AK plate hy jiss may kuch green colour Ka hy buhat Sara our mama dil may yah soch rahi hy k yah our to weisy hi hy Jesy humary piyary NABI (P.B.U.H) ka roza Mubarak Ka menar hy.. Ab please app mujhy in khuwaboo ki tabeer batain our yah batain k wo mery naseeb may hy yah nahi..
Q: Kya musjid me kisi ahle hadith firqa ke logon ko namaaz parhne ke liye mana kiya ja sakta he? Aur ahle hadith hazraat ko masjid me sakhti se nahi aane ke liye bola ja sakta he? Jabke masjid ahle barelwi firqa ka he. Mene suna he ke masjid Allah ka ghar he. Jabke yaha musjid nayi tameer ki gayee he. Tameeri kaam me sabhi firqe ke logon ki madad se musjid bana he. Jab masjid tayyaar ho gaya to musjid ki zameen ki registery paper me dhokhe se likhwaya gaya he ke is musjid ke nigra sirf barelwi firka ke manane waale honge. Magar sachchayee ye he ke musjid banne se pehle kuch chuninda lowg musjid ki zameen registry karwaane gaye we log awam ko dhoke me rakhkar barelwi firqa waali baat paper me likhwa diye jiske baare me awaam ko do teen saal tak maloom nahi tha ke is tarah ki baat registry paper me likha huwa he. Iska khulaasa tab huwa jab kuch ahle hadith hazaraat namaaz me zor zor se aameen bolte the jiski tanqeed barelwi aqaaid ke lowg karne lage wahi lowg tanqeed kar rahe the jo registry ke paper me likha huwa ko jaante the. Kaafi hangaama huwa to gaaw me baithak huwa jisme ye saamne aaya ke ye to sirf barelwi hazaraat ke nigraani ya unhi ke maanne wale jo karenge ya kahenge wahi hoga. Is jagah par barelwi hazraat ko chowr kar baki sabhi firqe waale bebas ho gaye. Aur majbooran sabhi logo ko masjid chorna para. Jabke tameeri kaam mein sab sath sath the. Gaaw me aksariyyat barelwiyo ka he. Ab mera sawaal he:
1. Kya kisi ko masjid se nikaala ja sakta he? Jabke dhoke me rakhkar paper banwaya gaya ho?
2. Awaam ko dhoka dene ka kya azaab he?
3. Kya dhoke me shaamil hazraat ke peeche namaaz hogi?
4. Ab ahle hadith wa doosre firke ke logo (barelwi ko chor kar) keya karna chahiye.