Zehni khiyaalaat ki wajah se khwaab dekhe
Q: Maine khwaab me apni cousin ke mangetar ko apna sohar bannty dakha hy isstakarah ki phr b usko dakha hy iska kia matlab ho sakta hy. Please meri madad karen or jawab den.
Q: Maine khwaab me apni cousin ke mangetar ko apna sohar bannty dakha hy isstakarah ki phr b usko dakha hy iska kia matlab ho sakta hy. Please meri madad karen or jawab den.
Q: Me ne dream dehka ke mera rishtaydar hai dour ka wo raistay ma jaha ra tha. Achaanak 3 lions aha ra hai aur us pa hamala kar diya. Aur us ki ghost nooch lia Aur khoon khoon hogaya. Lakin bach gaya wo ya mar gaya ye check nahi kia. Ye dream ta.
Q: Mene khwaab dekha ke me bachcho ku Qur'an paak ki taleem de rahi hu. Jab apna dars khatam kar ke Qur'an paak rakhny wali hoti hu to mjhy yaad ata hy ke me to haalat haiz (period) me thi mene Qur'an paak kese uthaliya. (Men real me bhi yehi kam karti hu mdrse m bacho ko prhati hu, aur ye khwab bhi haiz k dino me dekha tha).
Q: Mera sawaal yai hai ke merai walid kai darjat ki bulandi kai liyai ziyada sai ziyada kya padhna kai Allah khush ho jaai?
Q: Meri car ka accident hua picche se dusri car ne mara to mene insurance claim kiya meri insurance company ne muje kuch paise diye kya us paise ka istemal karna mere liye jaiz he?
Q: Me apni sister ka khawab ki taber maloom karna chahti hu. Us ke khawb me me bolrahe hn me aneke badh ghar banana chahti hn. Please is ki ta'beer batadijiye.
Q: Me ne dream dheka ka ek unknown insaan marnay ki halaat ma hai aur wo kilma zour zour sa par raha hai, lakin us ki koi madad koi nahi kar raha. Esa lag ra wo bas Abi mar raha hai.
Q: Mai aksar 1-2 saal se khwab me dekh rhi hu ke mai ghar ke paas mohalle me bahot tez cycle chala rhi hu aur mujhe bahot maza aa raha. Jabke mai ne bachpan se abhi take kabhi bhi cycle nhi chalai hai aur na hi mujhe chalana aati he. Please mujhe iski taabeer wazih tor se bataiye.
Q: Mere zehn main teen questions hain.
1. Marne ke bad rooh ka dunya se koi rishta nai rehta?
2. Main ne suna hai ke rooh har jumirat (Thursday) ko apne ghar ati hain.
3. Mujhe kindly yeh bata dain ke jaise marne wale ko sb miss krte hain for example us k maan baap, dost behn bhai. Kia marne wala bhi apne pyaro ko miss karta hai?
Q: Can my ex and I live in the same house once he gives me a talaaq?