Urdu Questions

Wasaawis

Q: Mera swal ya ha mein wehum or weswassy ki mreez hun weswasa any pa mary munh sa allah ka bary ma nauzbillah gali nukul gayi asa muj sa 2 bar hua 1 bar shadi sa pahlay or 1 bar shadi ka bad or muj sa ya gulti bhi hui k mein kehny lagi thi allah pak or raheem ha or shatan ko gali dany lagi thi lakin mary munh sa oult nikul gaya yany jo allah ko kehna tha wo shatan ko or jo shatan ko kehna tha allah ko keh diya ya ab sa 16 sall pehlay ki bat ha ab mein na suna ha k asy kufrya kulmat sa eman or nikah fased ho jata ha mera allah or rasool pak per pukhta yakeen ha mein nmaz rozy tusbeh darood shreef kusrut sa perhti hun mujy ab ya bimary bhi ho gayi ha jo allah or rasool pak ka bary mein gult weswasa aya tha mein na zaban sa bhi keh diya ha mujy kuch sumj nahi ati asul hakikat kia ha k mein na asa kha ha k nahior ager mein namaz perh ka bethi hun yuk dum khial ata ha mein na namaz nahi perhi to mujy bulkul yad nahi ata k mein namaz perhi ha ka ni esi terha or kamo mein asa huta ha or asay wehum deen ka kamon ma huty hein kabhi khial ata ha umry pay gayi thi to gusul wajib tha mein na gusul nahi kia tha or huj par gayi thi to mein napak thi or mein isy napaky mein huj kia tha mein saudia mein rehty hon allah ki rehmut sa akcur umry ka moka mel jata ha lakin wehum weswasy pryshan rukhty hain huj mein na 12 sall pehly kia tha lakin wesway ab aty hain es terha muj sa pehly jo 2 gultian houny thi on ka bary mein mary zehun mein tha k shatan ko gali dany lagi thi lakin gulti sa allah ka bary nauzbillah gali nikul gayi lakin ab mujy shatan weswsa dalta ha k shatan ko kehny wali bat tum na apny pass sa bnai ha bulkay tum na jan boujh ka asa kaha tha kabhi weswsa dalta ha tumhra arada asa kehny ka tha or kabhi weswsa dalta ha tumhra arada nauzbillah kufer ka tha yany her weket nay nay weswsay aty hain or mujy kuch sumj nahi ata k asal mein muj sa kasy gultian huni meray dil mein kubhi kufer ka khial nahi aya mera allah or rssol per pukhta yaqeen ha in wesawes sa mera dil allah ki taruf or ragib hota ha mein pak saf zingi guzana chahti hon lakin mery dil mein wehum bath gaya ha k in 3 gultioun or wesawes sa mera eman or nikah to fased nahi ho gaya ya gultian muj sa 16 saal pehly huni thi lakin in ka bary mein weswasy ab ana shuro huy hein jub sa mein na kufrya kulmat ka bary mein perha ha ka asy eman or nikha fased ho jata ha werna es sa pehlay mein mutmaeen thi jub muj sa gultian hui thi mein na ro ro ker allah sa mafi mangi thi lakin ab ya wehum tung ker raha ha k ager mera eman or nikah fased ho gaya hua to mein kitny gunah gar hon or ya 16 sall mein na gunah mein guzary ager mera nikah fased ho gaya tha or jo mein na huj umray kiay hain on ka kia ho ga ager khudanakhasta mera eman fesed ho gaya tha mein es time buhut tention mein hon her wrket dil odas or bachan rehta ha koi khoshi mehsos nahi hti apny nikah ot eman ki tention rehty ha please mujy mery eman or nikha ka bary mein tufseel sa jwab dain k mujy tasuli ho jay allah ap ko jazay kher da.....plz answer dey dein...

Khwaab ki ta'beer

Q: Men aksar khwab men namaz ki tayyari dekhti hun. Khwaab hi wuzu kar rahi hun. Kabhi namaz parh rahi hun or men boht sare logon ke darmian hoti hun. Please mujhe tabeer bata den.

Khwaab ki ta'beer

Q: Main ne khawab ki tabeer poochni hai. Main ne yeh khawab subah 8-9:30 time pe dekha hai. Khawab mein hi aik aur khawab dekha k main apni behn k sath kahin ja rahi hoti hon. Woh Bohut ro rahi hoti hai k ussy Quran Ki Kuch ayaat samajh nahi aati essliye. Main ussy batati hon k enn aayaat ka matlab kisi ko nahi pata main ussy kuch tafseer batati hon aur example deti hon jesy Quran k kuch alfaz jesy Noon, laam meem alfaz hain Jin ka matlab Nabi Pak ko bhi nahi bataya Gaya. Enn k matlab humein jannat mein samjhaye Jain gy aur yehi humara jannat mein Allah Ki taraf se gift hoga. Yeh Sab bataty hoye main Bohut ro rahi hoti hon Quran Ki azmat mein. Bolty bolty main kisi khodai wali jagah mein aa jati hon aur samny mery marhom Nana, marhom Mamu aur zinda Bhai Bhai khary hoty hain mery pass aaty hain. Woh Bohut hi khobsorat lag rahy hoty hain aur Mujhy khushkhabri dety hain k Allah Ki taraf se Meri bakhshish ho gai hai aur main foran hi khawab mein Meri ankh khulti hai main khushi se Bohut ro rahi hoti hon aur Roty roty mamu k gher jati hon aur wahan pata chalta hai k mery behnoi ne kisi bachy ka qatal ker diya hai aur main Bohut parishan hoti hon aur essi parishani mein Meri aankh khul gai. Please ess Ki tabeer bata den.

Khwaab ki ta'beer

Q: Main ne khawab ki tabeer poochni hai. Main ne yeh khwaab subah 8-9:30 time pe dekha hai. Khawab mein hi aik aur khwaab dekha ke main apni behn ke sath kahin ja rahi hoti hon. Woh Bohut ro rahi hoti hai k ussy Quran ki kuch ayaat samajh nahi aati essliye. Main ussy batati hon ke enn aayaat ka matlab kisi ko nahi pata main ussy kuch tafseer batati hon aur example deti hon jesy Quran ke kuch alfaz jesy Noon, laam meem alfaz hain Jin ka matlab Nabi Pak ko bhi nahi bataya Gaya. Enn k matlab humein jannat mein samjhaye Jain gy aur yehi humara jannat mein Allah Ki taraf se gift hoga. Yeh Sab bataty hoye main Bohut ro rahi hoti hon Quran Ki azmat mein. Bolty bolty main kisi khodai wali jagah mein aa jati hon aur samny mery marhom Nana, marhom Mamu aur zinda Bhai Bhai khary hoty hain mery pass aaty hain. Woh Bohut hi khobsorat lag rahy hoty hain aur Mujhy khushkhabri dety hain k Allah Ki taraf se Meri bakhshish ho gai hai aur main foran hi khawab mein Meri ankh khulti hai main khushi se Bohut ro rahi hoti hon aur Roty roty mamu k gher jati hon aur wahan pata chalta hai k mery behnoi ne kisi bachy ka qatal ker diya hai aur main Bohut parishan hoti hon aur essi parishani mein Meri aankh khul gai. Please ess Ki tabeer bata den. JazakAllah.

Taweez

Q: Mera teen question he.

1. Kia jadu ka ilaje hum taweez or qurani wazifa ksa kr sakta hea? Kia ya taweez or wazifa quran or sunat sa saabit he?

2. Kia hum jayz kam ka lea taweez or wazifa ka istmal kar sakta hea? Kisi se shaadi karni ho.. karobar ya job ka lea.. njayz dosti larka or larki ma khtam krna la lea.. ya ksi or bhtr kam ka lea jis sa ksi ko nuqsan na ho?

3. Jaado ur taweez ka tor ka lea kea kea jaye. Kia kisi ghair muslim se bi help le sakta he? In sab suwaalo ka jawaab quran or sunat ke mutabik hadith ka hawaala de kar dia?

Khwaab ki ta'beer

Q: Meri aunty be khwab main dakha ke mri Shadi ho rhi ha or valima ka din ha dulhan white dress main bht khubsurat lag rhi ha. Valima k bad jb sb ghr Aty Han to jahaz ka saman aya ha full big truck. Me Ek side pe betha howa hn anjaan ban kr or mri bv truck sy saman unload krwa rhi ha. Mri mama khush Han ya dakh k saman truck bhaar kr aya ha. Jaise saman unload hota ha to us main se janwar utarty Han jis main cow goat wagra Han or us main soowar jysa b ek do janwar ha. Meri mama ya dakh k bht pershan hoti Han or chup kr k Ek side pe khari ho k Bs dakh rhi Han... Or me anjaan ban k Ek side pe betha howa hn... Pir jb sary janwar otar jaty Han to mri wife khti ha k ya janwar to bhooky hn gy en ko Kuch khelana ha pir wo khud e apny valimy waly dress main jati ha or janwaron ko chara dalti ha.. please mujhy Es kbwab ki tabeer baten...

Mazi

Q: Mujhe halke se bhi agr ihsaasaat hota he (josh) to mera khara huwe beghair mazi nikal jaati he jis se kapre geele ho jate he aur mere pero me sunn mahsoos hota he gud gudi si mahsoos hoti aur jab me kisi larki se baat krta hu tab bhi nikljata he ayk do qatre.