Teen talaaq
Q: Ayk hi majlis men teen baar talaaq kah den or hafty ke ander wakel ke zareay talaq ke papers jin men ten martaba talaq ke alfaz lekhy hoty hen. Is wakey ko 9 maheny ho chuky hen. Ab dobara aik hona chahty hen tu kia mamlat hn gy?
Q: Ayk hi majlis men teen baar talaaq kah den or hafty ke ander wakel ke zareay talaq ke papers jin men ten martaba talaq ke alfaz lekhy hoty hen. Is wakey ko 9 maheny ho chuky hen. Ab dobara aik hona chahty hen tu kia mamlat hn gy?
Q: Mera sawal yeh hai ke teen talaaq ke baad agar sohar aur biwi phir se sath rehna chahe aur halaala nikah ke liye showhar kisi shaks se kahe ki meri saali hai aur usko uske sauhar ne talaaq de di hai phir usko halala nikah ka masla bataye ki halala nikah mein aisa hota hai ki koi shaks talaaq shuda aurat se shaadi karta hai phir talaaq de deta hai ki woh apne sauhar k liye halal ho jaye aur woh shaks halala k liye tyaar ho jata hai magar us shaks par yeh shart nhi ayad ki jaati hai ki tum humbistari k baad talaaq de dena aur iske liye ladki bhi raazi ho jaati hai phir nikaah k baad din mein woh dono hotel mein jaate hai aur humbistari karke woh shaks 15 minute baad talaaq de deta hai to kya halala ho gaya?
Q: Mera sawal yeh hai ki halaala nikah mein ijab aur qubool se pahle agar ladke k dil mein yeh hai ki nikaah k baad humbistari k baad apni biwi ko talaaq de dunga ki woh apne sabiq sauhar k liye halal ho jaye aur ladki k dil mein bhi yahi hai ki talaaq k baad woh apne sabiq sauhar se nikah kar legi to kya halaala nikah ho jayega?
Q: Mera sawal yeh hai ki mere bhai ne apni marzi se nikah kiya tha 16 saal pahle hum log sab saath rahte the un logo mein kabhi kabhi ladaai ho jati thi in 16 saalo mein usne apni biwi ko kabhi shaadi ke 2 saal baad 3 tallaq di kabhi shaadi k 6 saal baad talaaq di aur kabhi shaadi k 8 saal mein sirf dhamkane k liye talaaq di magar magar har baar 4 ya 5 din baad ruzu kar leta tha to kya talaaq ho gayi?
Q: Wasawis aur bure khayalat se bachne ke liye kya karna chahiye aise wasawis se bahut fikar aur khouf mehsus hota he is ko dur karne ke liye kya karna chahiye.
Q: Main ye janna chahta hu ke ek larka ek larki apni marzi se bagair wali ke nikah krsakte hai pr hamare nabi ki hadees hai jisne bagair wali ke nikah kia uska nikah batil hai or agr maulana se pucho toh wo kehte hai ke ye hadees nabaligh ke liye hai main ye janna chahta hu ki ispe kese yaqeen kiya jaye ki ye hadees nabaligh ke liye hai mera matlab koi hadees ho iski ya kuch or jawab zarur dijiyega.
Q: Main nay khuwab dekha kay meray husband muj say kah rahay hain kay farishtay aaye hain kuch poochna hai tu pooch loo main nay in ko salam kar Kay poochoo Allah nay muj ko maaf kar deya hai woh kahtay hain haan main nay dobara poocha tu yeh hi kaha phir main Allah ke barahee beyan karti hun khush ho kar meri apnay husband say zyiada nahi banti iss khawab ka kia mutlub hai plz tell me.
Q: I had paid 40 thousand for hajj and I have to pay 6 lakh more for our couple hajj but I had given the 6 lakh to my friend. She was in a problem and now is not giving back my money and today she is saying agar Allah ka hukoom hoga tumhara is saal ke hajj ka to main tumhara paise return karogae. Please aap mere is muskil ka haal bataeye mere sohar ko bhi is baat ka pata nahi.
Q: Main ne khawab main 2 chand (moons) ku ak sath talu hota dekha hai - jesa he 2 chand ak sath talu hota hain awazn aana chru ho jati hain (Qayamat ke Nishani Qayamat ke Nishani) gabrahat ky mary mere aankh khul jati hai bry mehr bani mjhy is khawab ke tabeer bta dyn.
Q: Mujhe four year se piyaar he aur wo mjhse bat keta tha wo hafiz he but wo mjhse kabhi direct nahi btata kya he uske dil me hum dono mile nahi h bus msg pr bat hoti thi aur dono qureshi ap mjhe koi wazfa bataiye jisse wo mjhse clear btaiye i want to marry him and he was said that mjhe hafze me bht wakt lagaiga but mei intezar karne ko ready ho mufti sahab kya koi aisa wazifa he jisse uski side se rishta ajai.