Khwaab me aankhe nikli huwi dekhna
Q: Mere mamu jaan ne mujhy khwaab me murda dekha ha or unho nay batya ke meri ankiyen nikli hoin thi or mere chary ka bhi bura hal kia hua tha.
Q: Mere mamu jaan ne mujhy khwaab me murda dekha ha or unho nay batya ke meri ankiyen nikli hoin thi or mere chary ka bhi bura hal kia hua tha.
Q: Mera masla shadi ku 5 se 6 saal hogaye. Awlaad nahi he uska shohar or sasural walay shuru se sahi nahi hai asal mai shadi ka istikhara sahi nhi tha phr bhi shadi kar di gayi. Ab surat e haal ye he ke baat baat pe bezati ki jati he talaq ki dhamkiyan dewar tak izzat nahi kartay lekin me ne 5 saal se sabr kiya hua hy apne maikay walo tak ko nhi bolti meray shohar ki dusri shadi ka socha ja raha hy jab k mera ilaaj tak nhi krwaya jata aulaad k liye ek mahina ilaah hota hy phr saalo bhool jatay hy zameeni 0 pe zameenay li ja rhi hy lekin ilaaj k liye paisay nhi or ilaaj nhi. krwatay mera sabr jawab de gaya hy dil bhi bezaar hogaya hy her cheez se. Please mujhay koi raasta dikaye. Reply soon. Please reply in sab ka walidain ko b pata hy. Wo kya kahaygay ghr bithanay ke dar se sabr ka kehtay hy. Plz kitab khol batye ke koi bandish aulaad ki to nahi he. Kiyon ke humaray khandan mai aisa bohot hota hy. Help please koi raye de achi.
Q: Me jaanna chahta hu ke 1. Dawat 2. Tableegh 3. Jihaad 4. Deen ki mehnat, in alfaz me kya difference he.
Q: Mein nen khwaab mein dekha mera dost mujay bohat galiyan nikalta hai lagataar abuse kerta hai. Ammi or behan ki galiyan nikalta hai. Sab mujay kahtay hein tum bhi nikalo. Lakin mein sabar kerta hu. Please mujay iski tabeeer bata dein.
Q: Me khwaab ki tabeer janena chahta hu. Mene khawab dekha ke me zameen per namaaz parh raha hu or aik dum mere neechay se mitti (mud) nikal jati he sari or aik dum phir fekhta hu k aik jaga koi zayada mizzi he qabar ki tarah uspe namaz parh raha hu. Please mjhe mere tabeer batayen.
Q: Khwaab daikha ke ayk bakra zameen par para hai or us ki anthariyan us ki pait se baahar hain lekin wo zinda hai or saans le raha hai. Phir main ne ayk door ke dost jis se kisi qareebi ke zariye jaan pehchan hui thi or koi rabta nahi hai us ke saath samandar par hu, wo samandar ke andar hai or main bahar hi ruka hu or samandar main dolphin machli or us k bacho ko daikh kar lutf andooz ho raha hu.
Q: Mera sawal ye ha mai kisi khatoon ko pasand krta hon wo b mjy pasand krtin han hum dono shadi krna chahty han lakin mere walida nhi maan rahin bcoz larki ka color thora sanwla ha istikhara b theek aya ha per wo khtin mainy nhi krna ye olaad ka haq nhi walidain ka haq ha zindagi mainy guzarni ha tumny nhi tum tu office may ho gy hm log ab chup k milty han yani us k ghr walon k samny magar mery ghr walon se chup k ye tarika ghair islami ha pr iska gunah kisko hoga hmary parents ko jo jan bojh k rukawat dal rhy or ghalat rasta apnany pr mjbor kr rhy hmny kch ghlt nhi kia srf aik dosry ko dor se dekha ha lakin dar lgta k kahin gunah na ho jay. Please is masly par roshni dalain or in halaat may agar mai ghar chor ke shadi kar lon tu kia wo jaiz hoga.
Q: Main ne galti ss apni cousin ku badmash larke ka word use kar dia jis par bht masla create ho gaya hai. Kindly ye bataeya ga kah is ka meaning ki hn q kah bht sa logon ki bht sa answers mila hen.
س: ایک شخص تبلیغ جماعت میں نکلا ہوا ہے لیکن اس کے نکاح کی شدید حاجت ہونے کی وجہ سے گشت میں یا سامان لینے جانے میں بد نظری کا اندیشہ رہتا ہے اور اپنے کو مامون نہیں سمجھتا ہے تو اس شخص کو کیا کرنا چاہئے؟
س: ایک شخص شدید نکاح کی حاجت میں ہے لیکن اس کے والدین اس مسئلہ میں کچہ زیادہ دھیان اور توجھ نہیں دے رہے ہیں تو اس شخص کو کیا کرنا چاہئے ؟