Haid ki haalat me Qur'an Shareef ku parhna
Q: Kia larkiyan Ayyaam ke dino mai Quran Paak parh sakti hain? Specially jo Hifz karahi hain. Baghair Quran pak ko hath lagaye zabani parhna jaiz hai ya nahi?
Q: Kia larkiyan Ayyaam ke dino mai Quran Paak parh sakti hain? Specially jo Hifz karahi hain. Baghair Quran pak ko hath lagaye zabani parhna jaiz hai ya nahi?
Q: Maine khwaab me unchai per pull hai wahan mazar daikha hai jo imam hussain (Alayhis Salaam) ka roza aqadas hai or mai speed se chali gai. Please taabeer batayen.
Q: Me ne dream dehka ta do saal phelay wo abi tak yaad hai. Soocha ap sa pooch lu. Dream yahe ta kha masjid khay bhar hum sab tabligi jammat ma ta aur sab endar masjid ma jaha ra ta aur (water) pani kausr ma koi phi ra ta aur koi wudu kar raha ta phr ma bi jaldi sa gaya aur dehka kha bara sa fowara circle wala bana howa hai aur ma us pani kausr sa wudu karna laga yae jab dream dehka tu muje nae pata ta ka water kausr ka Allah na zikr kiya howa hai . Muje yae bas pata ta kha Qur'an masjid ki ek surat hai kasur bad ma 1 SAAL bad muje pata chala ka Allah ne water kausr ka zikr kia hai. To bas app sa poochana ta es ki kia tabeer hai.
Q: Mein ny khwab dkha ky mn mirror mn apni right daar bilkul blck dkhti hun.phr mra daar geometery box ky cap ki tarhan kul jti ha r andr muthi bhar blck kiray zinda hil rhy hoty hn. Me pani sy pressure marti hun to phr mry daant moti ki tarahn chmkty hn mry sarry daant hil rhy hoty hn lykn mn jb apna mun bnd krti hun to woh apni jgha py a jty hn phr mn pani sy kuli krti hun to mry mun mn sy mari hui 3 sundiyan niklti hn or mun saaf ho jta ha. Me jb bhi is khwab ky bary mn sochti hun to mjhy bht shivering hoti ha. Please iska mtlb bta den.
Q: Dunuya ki mohabbat dil se kese nikali jaye take Deen par amal karna asaan ho jaye.
Q: I have a question to ask. My father was called back to Allah two years ago this same day (Gregorian calendar). I have been praying extra two rakaat nafil for my father in every prayer I pray (I am still struggling to make myself a 5 times namaazi). I have been questioning myself what deed is better in Allah's view:
1. Fasting (once or twice a month considering my hectic work schedule)
2. Sadqa to my local Madrasa (my present financial situation is not very healthy but Insha Allah it will get better) and requesting them to recite a Quran on my father's name or
3. Myself finish reciting one Qur'an spanning a few months and Isaale-sawaab the same to my father. Requesting for your guidance.
Q: Mere ammi ne ayk khwaab dekha tha jis ma unho ne asmaan par har taraf bissmillah likha hoa the or jab ankh khuli to fajr ki azan shuru ho gai? Bare meharbani is khwaab ki tabir bata den.
Q: Me ne khwaab me seetha phal khareeda hai.
Q: Mere abbu ka do mahine pehle intekal ho gaya hai. Aur meri family mese kisine ye khwab dekha ki mere abbu dukan me bethe hai aur unse kehte hain ki meri beti ko bhejo me uska intezar kar raha hu. Plziski tabeer bata de.
Q: Maine ek hi din do khwaab dekha. Pehla khwab men mai dekh raha hu ken mere ammi ko ek ladka hua hai aur achanak sen wo bada ho gaya aur zor zor sen hus raha hai aur mai aitalkursi padh raha hu aur us par phook raha hu par koi asar nhi ho raha. Usi raat maine dusra khwab deka ki mere ammi ko ek ladka hua hai are wo dekhten dekhten aadmi ki sakal len liya aur hamaren kisis family ken sath baat karten huen chala gaya Aap sen guzarish hai iska tabeer bataen.