Urdu Questions

Ghar walon se chup kar nikaah karna

Q: Mai aik larki se pyar krta hn wo b mujh sy bht pyar krti hai. Hum aik do dfa nazeeba hrkaat ki jo keh zina ni ti lakin zina k kareeb thy. hum ab drty hain r chahty hain kh r gunah gar na hon iss lye Nikah krna chahty hain ghar walon sy chup kr . Kia humagr bad mai nikah krty hain to aisa ho skta matlab kh nikah py nikah. agr ni hoskta to plz hmain koi r achi sy option btae jae jiss py amal kr skain.Hum milty roz hain lakin glt hrktain roz ni krty. Plz help me.

Jis cheez ke upar talaaq ku muallaq kya gaya, usku bhoolna

Q: Mara sawal ya ha ke agar husband wife se kahay tum na ya kiya tu tumhein talaq ho gai ya ha lakin wife ko ya nahi yaad ke kis bat per kaha tha means isay na ya yaad ha k kaha kam tha ya kaha baat thi tu iss ka liya kaya hukam ha jb k wife ka yaad ker nay per b issay yaad nahi aa araha ha k kis baat per kaha tha ab iger wife na wo chese ker li hoiyi jb k issay yaad nahi tu kya hukum ha?

Khwaab me mandir dekhna

Q: Mere dost ne mujhe se kha ke meine ayk khawab dekha ke tum mujhe ek mandir me lekar jarahe ho. Us mandir ki seediyan chal kar ha rahe hein aur ek darwazaa hai darwaze k uper par teen " Ganesha " Jo hain Jo Hindu log ka buth hai jab darwaza khol kar ander gaye samne ek pujari hai ek anjaan aurat mard hai. Hazrat is ki tabeer kya t hai. Hum do dost hai Jo subha se Sham ek sath rehte hai aur paanch waqat ki naamaz ki pabandi hai aur hamesha wazu mein rehte hain aur masjid azan aur aqamat hum dono hi dete hain koi shirk nahi aur nahi kisi Amil o kamil ki dosti aur na hi koi buri adat hai bus Jo kuch hota hai tu bus Allah se us ke siwa bhi ek patta bhi hill nahi sekta.

Durood Shareef ku kasrat se parhna

Q: Me ne khwaab me daikha kh aik kmra ha us ky bahir khari hu. Shayad koi sath ha mary laikin pata nhi ha kon ha us bnd kmry ki aik khirki ha mujhy koi btaya ha ya mujhy khud pta ha kh yh roza rasool ha . Us sy jhank kr undr daikhti hn teen kbrain hn sabz rung ki. Daikh kr mujhy bhot khushi hoti ha ar mary sy dor kbrain nhi hn bilkh kareeb hn ar mary daikhny waly level pr hn yani neechy nhi hn unchi hn. Bas daikh kar khusi ho rahi thi. Kamra kisi ghr mn nhi ha.

Shaadi ke lia istikhara karna

Q: Mene ayk istekara krway tha iska matlb bayan krden. Men jise pasand krty hu unkay lie kia tha risthe ki niyat se. Mene khawab dekha ke ik masjid ki ta'meer ho rae hai. Me bhi do char einten lagate hu phr me agay jaty hu. Bohot chalta patta ha utraaaye ki traaf bht chal ke men dekhty hu aik maidaan hai bohat bara sabza hi sabza hau. Mufty sahab is khawab ki tafseeli jawab de den.

Showhar "Tu meri biwi nahi" kehna

Q: Main kisi wakq boht muskil main hon plz jaldi answer karain khuch din phaly Mary husband or maray darmian kiss bad per bahas ho rahi thi main nay un say gusay main kha to thik ha app mugy choor dain woo mobile k sath bze thay unhon nay kha think ha chor dia (mujay feel hoa )jab k wo kha rahay thay k unhon nay kha ha choir datay han. magar shak ke waja say hum nay dobara nikha parahia. Ab do din phalay unhon nay larai main main un kay raat ko soonay waket pawoon per medicine laganay lage thi larai ke waja say main nay kha k app khud laga Lain jiss k waja say un ko booth gusa a gay or unhon nay muj say kha tum per lanat ho tumharee sakal per lanat ho or abb tum Mera kam karo to mare biwi nahi ya phir ke anger tum mera  (abb) koi bhi kam karoo to tum mare biwi nahi. Mufti sahab main booth parashan hon mare aik chotee bati or bata han or humaree shadee ko 5 saal ho gay han plz jald say jald answer dain.

Tamaam rishtidaaro ke saat acha sulook owr bartaw karna

Q: Meri behen ka rishta jis se toota hy me ne uski walid aor usko khuwaab mai dekha. Mera khala zaad bhai hy me ne dekha ke me unko bol rahi hoti hoon ke hum aap logo ko rihstanhi detay nahe falanay ko dengay jis ne rihsta manga hota he. Jab me ye kehti hoo to wo larka ronay lagta he je se k wo sharmindaho bht me be ronay lagti hoo usko galay laga ke. Mujh se bht chota hy 12 saal jo. Plz is khuwaab ki tabeer ka reply jaldi kre.