Urdu Questions

Showhar "Tu meri biwi nahi" kehna

Q: Main kisi wakq boht muskil main hon plz jaldi answer karain khuch din phaly Mary husband or maray darmian kiss bad per bahas ho rahi thi main nay un say gusay main kha to thik ha app mugy choor dain woo mobile k sath bze thay unhon nay kha think ha chor dia (mujay feel hoa )jab k wo kha rahay thay k unhon nay kha ha choir datay han. magar shak ke waja say hum nay dobara nikha parahia. Ab do din phalay unhon nay larai main main un kay raat ko soonay waket pawoon per medicine laganay lage thi larai ke waja say main nay kha k app khud laga Lain jiss k waja say un ko booth gusa a gay or unhon nay muj say kha tum per lanat ho tumharee sakal per lanat ho or abb tum Mera kam karo to mare biwi nahi ya phir ke anger tum mera  (abb) koi bhi kam karoo to tum mare biwi nahi. Mufti sahab main booth parashan hon mare aik chotee bati or bata han or humaree shadee ko 5 saal ho gay han plz jald say jald answer dain.

Tamaam rishtidaaro ke saat acha sulook owr bartaw karna

Q: Meri behen ka rishta jis se toota hy me ne uski walid aor usko khuwaab mai dekha. Mera khala zaad bhai hy me ne dekha ke me unko bol rahi hoti hoon ke hum aap logo ko rihstanhi detay nahe falanay ko dengay jis ne rihsta manga hota he. Jab me ye kehti hoo to wo larka ronay lagta he je se k wo sharmindaho bht me be ronay lagti hoo usko galay laga ke. Mujh se bht chota hy 12 saal jo. Plz is khuwaab ki tabeer ka reply jaldi kre.

Neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar karna

Q: Me ne dream dehka ka me haram ma jaha ra ta ke achanak Maulana Taariq Jameel jaha ra ma na dehka ma bi peecha baga aur salam kia phr ek dam ma un ko apne ghar lae gaya aur unho na meray ghar ma waqat guzara. Meri family sa bi mulaaqat howi phr ma na kha app jab bi jeddah aye tu mera ghar rehana hai. Ye dream sa pehaly ma na humbastri ki ti wife ka sath lakin ma na ghusal nae kia ta I mean aysa hi sleep kiya.

Reciting Durood daily

Q: I had a dream where I was reciting durood on the prophet (Sallallahu Alayhi Wasallam). What does this mean. I have had this dream three times in a row and the third time in was in Madinah and I was crying in front of the roza Mubarak after doing ablution. Please could you tell me what this means.

Khwaab me dargaah dekhna

Q: Hame khwaab me dargaah ki ziyarat hui he. Hame hamare mamu dargha le jane ke lie ghr aye he aur hum bohot khush he. Mamu ke pear me kuch chub gya jis wajah se ghr aa gye. Hame hamre gahr ke thoda dur wali dargha ki ziyarat hui he. Puri saaf saaf mene wo dargaah dekhi khwaab me. Aap batiye iski tabeer aur ye bhi ke kya mjhe jana chahiye waha?