Parindo ku khana dena sadaqa ki niyyat se
Q: Mera question ye he ke me suba daily after fajr namaz parindo ko khana or pani deti hu. Kya me ye sadaqa ki niyat se kar sakte?
Q: Mera question ye he ke me suba daily after fajr namaz parindo ko khana or pani deti hu. Kya me ye sadaqa ki niyat se kar sakte?
Q: Kya ghusal karte waqt sharamgaah ku chupaana zuroori hai? Ya bilkul nanga hoke ghusul kar sakte hai?
Q: Mera bhai post office mein job karta hai. Woh na sud (interest) leta hai aur na deta hai. Phir kabhi kabhi usko post office saving bank mein kaam karna padta hai aur interest likna padta hai. Kya uski kaamai haram hai?
Q: Kya musalmaan facebook, whatsapp aur be baki social networking chala sakta hai?
Q: Agar koi apni biwi se phone per oral aur anal sex karta ho lakin haqeeqat mein kabi aisa nahi karta hai, kya phone per be oral aur anal sex jaisi batein karna gunaah hai?
Q: Kya ek muslim nude picture dek sakta hai? Agar kisi ne dekle hogi tu uske liye tobah karna hai kya?
Q: Meri age 34 he or me apne waldeen ka ek he beta hun or ek choti behan hai abhi takh chaar maha phale mere pyare papa ka intiqaal ho gaya he. Aap bohot he nekh saaf dil hasti the. Aap mujhe bohat dafa khawab me dikhte he or mujhe aisa lagta ya mein papa se kheta hun ki aap inteqaal ke bd wapas dubara agey hn. Peat ki bimari ki wajah sy apka inteqaal hua he or me daily papa ki Qabar e athar par jata hun FATIHE padhne ko or papa mujhe hamsha achi halat me dikhte hn.
Q:
1. Kya aurat ko haiz ke dinu ki namaze qaza parni hai ya maaf hai?
2. Kya aurat ko nifas ki namaze qadha parni hai ya nahi?
Q: Kya shoher aur biwi humbistri bilkul nange hoke karsakte hai?
Q: Mera jab be biwi se jagra hota hai tu mein usko gali deta houn aur hameesha yeh kehta houn ki mein aap ko talak dounga. Kya yeh kehne se mere nikah per koi asar tu nahi padraha hai?