Khwaab ki ta'beer
Q: Ma ne raat ko khwaab ma dekha ke mere ghr ki pani ke tank pani sa full he owr pani nechy ghir raha ha.
Q: Ma ne raat ko khwaab ma dekha ke mere ghr ki pani ke tank pani sa full he owr pani nechy ghir raha ha.
Q: Mai ye khwaab daikha ke kabrastan ki mitti badal badal tai na toa waisa khudai ka kaam start hai sab kabar khod rahe hai eak kabar ko bhi khoda gya lekin jo marhoom oas kabar mai tha woh waisa he hai fresh white kafan mai khubsurat marhoom sai hum waif hai. Meharbani karke batana.
Q: Khwaab me maine dekha ke hajjam mere baal ko kaat raha hai bari khoob surti se. Is khwaab ka kia maina hai?
Q: Mene khwaab me tote ku dekha ha. Mene use khareeda. Tote ke bache the jo ke dabe me band the aik ne mjhe kat lia. Thori der bad me waha se nikalta hn. Phir jane ke lie koi rikshaw nahi milta. Wapis tote wale ke pas ajata hu. Wo ab us ke hath me pkar ke beth rahe hota he.
Q: Meri mother in-law kuch dino sey khwab mey haar roz unki rishtey daro mey jo logoki inteqal ho chuky hay wo logo uo dekh rahey hay. Yeh khwaab unhoney haar roz dekh rahey hay. Please iska tabeer bataye.
Q: Allah Ta'ala ne bohot si qumhoon per mukhtlif qisim ke azab bhejy kisi pr hava chalai kisi pr pathar barsy kisi per zazla bheja and waghira. Allah Ta'ala kisi muslman per ye azab bhi bhej sakta ha ke aik muslman sari zindgi namaz perhta rhy rozy rakhta rhy lakin us sy koi asa gunaha zindgi main sarzad ho gya ho ke Allah Ta'ala us gunaah ki waja se usy marty wakt usy halat e kufr main moat de dain?
Q:
1. Kya raat ko leat kar mob se Qur'an dekh kar parh sakti hoon?
2. Quran parhney ke liye wuzoo zaroori hai?
3. Mei rozana raat ko Surah waqia parhti hoon, kya mei wuzoo, bewuzoo aur leat kar parh sakti hoon?
4. Periods mei mobile se quran dekh kar parhney ki ijaazat hai?
Q: Durood-e-tunjeena ki kya importance hai? Kya mei is ka wird rozana kar sakti hoon?
Q: Mein ne khawb mein hamesha se ghar change karti rehti hoon is ka kya matlab hia?
Q: Mene khwaab dekha ke masjid me roza iftaar ho raha he me or mere mama or bhai gao ke log iftaar kar rahe he.