Urdu Questions

Khwaab ki ta'beer

Q: Muje ap sy ek khwab k bare me pochna hai jo aj subah me ne fajar k azano k bad dikha. Khwab kuch esa ta. Me ne dekha k bohat zyda barish ho rhi hai pir achanak barish rokh jaty hai. Aur assman pr bohat sary sitary nikal atty hai. Bohat sary sitare zameen pr ajaty hai me un ko uttaty ho to mere sath mere dost b hote hai jo mje kahty hai k ye sitare utana gunah hai to muje sath me ek kitab b nazar ajata hai jis me likha hota hai k is me gunah nhe ye qeemty pathar ki trah hai. Pir me wo sary uta ty ho aur ek apne dost ko deti ho. Please aap is khwab ki tabeer bata dy.

Khwaab ki ta'beer

Q: Maine khwaab me dekha ki meri ma mujhe hamare ghar ke bhar jo teen rasata hai uske beech khara kar ke do nariyal mere upar se utar ke phor diye hai. Jis me ke teen tukde mere bhen ke bete (8saal) ka usne utha liya aur muje ek tukda diya huva hai. Ye karne ke baad meri ma ne muje mere padosi ke agan baitha diya aur kuch lagne wali thi ki meri aankh khul gayi aur dekha ki fajar ki azaan ho rahi hai. Please muje iski tabeer bata dijiye.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mera sawaal ye hai ki mei ek married ladki hu or meri sister ko ziyada tar mere or mere husband ke shadi k khwaab dikhte rahte hai. Baar baar shadi ke khwaab dikhne ke kya maayne hai?

Khwaab ki ta'beer

Q: Mufti sahab umeed karta hon aap kherait say hon gay. Mufti saheb aap say aik khawab ki tabeer maloom karni hai. Hamaari aik relatives hain young larki hai 25 years age hai usay aksar ye khawab ata hai ke koi us ko marna chahta hai lakin jab bhe marny lagta hai to kisi bhe tariqay say bhag jati hai or us ki aankh khul jati hai or aisa aksar wo dekhti hai please ap is ki tabeer batain.

Khwaab ki ta'beer

Q: Meri dost ne khuwab dekha ke uski nand usko btati hy k uski dono jethani ghar chor k chali gai hen meri dost heran hoti hy puchti h kb to nand kehti h bht din huwe tumhe nahi pta to mri dost kehti h nhi. Esski tabir bata dien.

Baap ka haq adaa karna

Q: Mera masla ye ha k mera baap bohat he sakhat admi ha par pyar b apni olad se bohat karta ha par meri umer 20 saal ki ha sabse bara ghar may olad may me hon muje ek serious issue ha k mere baap ka muje gandi gandi galliyan maa behan ki ya us se b uper ki dena baki family k samne mujse bardasht nahi hota choti choti bt pe b muje galiz galliyan sunne ku milti may unhen guse may kahta hn k galiyan mat den baki ju marzi kahen isi bt pe may behas karta hn tu unhen ye chez meri awal darjey ki badtamezi lagti ha kya muje ye nahi karna chahyea?? meri ma muje kahtin hain k wo tera baap ha in the end wo ju marzi kah sakta ha? Kya meri maa sahi ha? Islam may baap ka ye raviya jaiz ha? isi wajah se mere or papa k dermeyan bohat duri ha may unse koi b bt khul k nai karta. Phir meri nature aisi ha ke may badtamezi nahi karta magr inhen badtamezi lagti ha islam muje kya hukam deta ha reference to books hadis or Quranic verse se bataen. May ghar may b bohat tang aya hua ha aye din yehe masla rahta ha.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mera khawab yeh hai ke ek ghar ke dehleez ke samne mohari ke upper ke pathar par kadha hoon meri nazar us mohari (galeez chiked) Mud usme sukha khajur aur kuch dry fruit pade hai Maine pathar k neeche dekha tu Qur'an ko rmohri me daba dekha Maine foran us Quraan ko us ghaleez mud se nikala tu uske neeche aur ek aur us k neeche aur ek Quraan hai Maine jaldi se Quraan ko us chicked se neekala tu Quraan ko kuch chiked bhi nahi lags hai.

Dhobi ka dhoya howa kapra

Q: Dhobi ka dhoya huwa kapra paak hoga kya? Jab ke hum toh yeah yakin ke sath nahi keh sakta hai key dhobi ne jis jagah par kapre ko dhowya woh jagah paak he ke nahi. Iske alaawa agar dhobi ne kapre ko dhow kar phir kisi baalti me duba kar nichor leta hai, us baalti paak tha ya nahi hum ko to patah nahi hai. Hum ye yakin kar le ke jis soorate haal me dhobi ne kapra ko dhoya kyo na ho kapra paak ho gaya kyo ke hum apne ankho se toh kuch dekha nahi hai.