Khwaab ki ta'beer
Q: Me ne asr ka bad dream dehka ke ek wood wali camel ti aur wo break howi aur muje esay mehsoos howa ka meray pyara Nabi Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) break howay. Me ne jorany ki koshish ki nae howa. Muje esa feel howa ka me ne apna Nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko dhukh poonchhaya. Me etna rohany laga ke jab meri ankh khuli muje feel howa ma asal ma rohhya ta. mufti g kia hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) muje sa naraz hai kia ma na khuch galat kia? Me bohot gunahghar hoo.