Urdu Questions

Qasam khaane me shak

Q: Me ne Allah par Qasam khaya tha ke aur ek baar gunnah nay karoonga bolke n mujhese oh gunnah huyi thi n phirse my khouf se ya Allah tere aur mere beech kya qasama nay hay mujhe maaf kar mujhe malum nay hoke qasam khaya tha bolke dua maanga tha kya a valid hoga  ya qasam aisahi rahega?

Khwaab ki ta'beer

Q: Mufti ji mai 7th me tha tab maine 2 martaba pyare aaqa ki ziyarat ki hai ek martaba hazrat khwaja garib nawaz mureed kaise howe pora manzar dekha or us manzar me khawja usmane haaroni ki khan kha me bait ke khana kha raha tha or Pyare aaqa aatin or khwaja usmane harooni boltin ki jaao khawaja huzur aaye hain tawaf karo to mai sunte hi logo ko bolkar pyare aaqa ke qadamo me gir ke maafi maangta rahta hun rota rahta hun unhe chumta rahta hun or hazrat khwaja garib nawaz usmane haaroni ko boltin ki nai aap mere peer ho aapki khidmat karunga to pyare aaqa muskuratin or boltin ki "jo mere peero murshid ki khidmat karta wo meri khidmat karta or jo meri khidmat karta rabtala ki khidmat karta " yaha tak phala khawab howa or dusre khwab me mai tamam ghar waalon ko lekar hajj karwane gaye rahta hun to phale hum makka nahi madina jaate hain or madina me hum sab baite rahtin mai huzur ki jaaliyou ke paas tahlta rahta hun us waqt waha ka badsha aata or bolta ki jaaliyou ko kholo aaj huzur ka sandal karinge mai bhag ke ghar waalon ko bolta hun or bhag ke jaldi me andar chala jaata hun bahoot bheed rahti mai andar jaakar pyare aaqa ki mazar ki chadar uttake phale chumta hun or sandal lagata hun yaha tak dusra khwab hai or mazar jo hai na utni badi na choti mediyum thi or laal mitti utni laal bi nai us rang ki mazar sharif hai pyare aaqa ki. Tabir batayi mufti ji.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mein ne mere khawab mein dekha ke mein suddenly pregnant hogayi aur meri delivery ghar par hoti hai aur mujhay larka hota hai. Please mujhay bataye is khwab ki tabeer. Mujhay abhi periods normal nahi hai aur mere shohar bahar hai pregnancy ka koi chance nahi phir meine aisa khwab kyun dekha?

Khwaab ki ta'beer

Q: Me nay dream me exam hall dekha ke mera paper hony wala hota ha aur mujy kuch nahi ata. Phir me wahin pe accounut dekhti houn, me usy torti houn, aur us ka pani jug me daal ke pi jati houn. Phir me dua karti houn ke paper late start ho.