Khwaab ki ta'beer
Q: Me na raat ka tym ma dream dehka ka meray do cousins hai alag places ma wo marnay walay hai aur ma bi udas sa ka meray cousins marny waly hai ,ek jo mouth kafiyat ka dar hota hai wo muje dream ma howa, phr hum cousin bhai namaz parny gae, phr zara ankh khul gae aur sochta ra dream ko phr ma neend ma gae phr ek aur dream dehka esi ma apne ek cousin ka ghar gaya jidar us ki saas aur us ki wife ti (rishtay ma us ki saas meri phopo hai) aur afsoos ki apne cousin ki death ka tu wo sub meray uper gusa honay lagay khenay lagay jo mar gaya mar gar gaya ab us ko yaad kar ka kia faida yae dehk ma pershan ho ka kaisey loog hai ek husband death hogae aur koe udas nae, bas yae khawab ta hazrat app es ki kawab ki tabeer bata dae.