Maghrib namaaz ki aakiri waqt
Q: Mera sawaal ye he ke maghrib ka waqt kab tak rehta, maghrib ki jamaat ke waqt se?
Q: Mera sawaal ye he ke maghrib ka waqt kab tak rehta, maghrib ki jamaat ke waqt se?
Q:
Baraaye meherbaani rehnumayi farmaye.
Q: Hamaare gaaw me musjid ki tawsee ka kaam shuru he kya is me kaafir kaam ki gharz se masjid me dakhil ho sakta he, kaafir ka masjid me aana kaisa?
Q: Meri ek dost ki mangni ko 3 saal hony ko arehy hain, uski saas ny kaha tha k wo apni beti ki phly Karaingi phir bahu laingi. Us waqt Meri dost ki nand ki ek jaga mangni tot chuki thi ek saal bad kahin aur hoi phir saal bad rukhsati ka howa, lykin phir shadi ki tarekh teharny k bad mangni phir tot gai. Ab uski saas ny kaha bety ki kar dyti hon, ab meri dost ki june ki date fix hogai hy, lykin achanak meri dost k behnoi ka intiqal hogaya aur uski behan iddat my hain jo k 15 July my khatam hogi. Shadi ko aagy barhany my bht paisa lag raha hy hall ka rent b double, agar meri dost june my shadi karly tu kia uski behan jo iddat my hain wo shareek ho skti hain? Kio k unki shirkat k bina meri dost k ghar waly nhi manaingy aur burra b lagega k behan iddat my hy aur shadi kar li.
Q: Salaatul Istikhara aur Salaatul haajat ka tareeqa bata de.
Q: Buddu aur nalayak dimaag ko chalaak aur hoshiyaar dimaag ho jaa ne kae liye qurani wazifa dee jiyae taa keh dimaag mein rawshnee aur dimaag
khool jae.
Q: Mera sawaal ye he ke agar mein roza rakhta hu, phir me roze ki haalat me namaaz parhta hu, aur namaaz ki haalat me mujhe rona aata h, is ki wajah se mera roza makrooh ho jayega kya?
Q: Kya Aap (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke waseele se duwa karna jayez hai? Dalil ke sath jawab ho to bhter hoga?
Q: Mera sawaal ye he agar me sunnat namaaz parhta hu to ruku se utthe waqt sami allahu liman hamida bolne ke baad rabbana lakal hamd bol sakta hu?
Q: Mera sawaal ye he ke me namaz me dhiyaan nahi laga paata. Kuch na kuch mere zehen me sochta rehta hu aur me usse qaabu nahi kar paata. Aap baraaye karam meri madad kijiye.