Zoya naam rakhna
Q: Zoya ka kiya ma'na he? Meri beti huwi he aur uska name Zoya rakha he magar saheeh ma'na nahi pata he.
Q: Zoya ka kiya ma'na he? Meri beti huwi he aur uska name Zoya rakha he magar saheeh ma'na nahi pata he.
Q: Meri jis jaha mangni huwi he wo mere relative he aur wo ghareeb ke he. Woh meri double couzin he lekin meri walida un se jahez ka mutalaba kar rahe he. Mene apne ghar walo ko roka he lekin wo nahi rukte. Kiya me apni hone wali biwi ka jahez khud se bana sakta hu jis se meri walida bhi khush ho jaye or mujh pe koi gunaah bhi na ho?
Q: Agar kisi musalman aurat ka nikaah na huwa he aur wo fout ho jaye to us ka janaazah jaiz he ya nahi?
Q: Kiya preganacy ke doran sex kiya ja sakta hai agar medically koi khatra na ho?
Q: Agar kisi larki ke ooper siya kari ka ilzaam lag jaye to kiya wo larki apne khandan me shadi kar sakti he ya nahi?
Q: Dua me waseelah de kar mangna kaise he? Jaaiz ya najaaiz? Khas tor par Nabi Paak (sallallahu alaihi wasallam) ka waseelah dena. Mazeed ye keh Sahaabah kiram (radhiyallahu anhu) or Ummahat ul Muminin ka waseelah dena kaisa he?
Q: Kiya shohar ko mazak me ya unintentionally bhai sahab jaise alfaz se mukhatib karna nikah pe faraq dalta he?
Q: Hamari company ne umrah ke qurandazi ki jis me mera naam aya he. Company ka kehna he ke jo raqam aap per kharach ho gi aap ko monthly 1000 pay se katwana ho gi, yani udhar ke tor per bhej rahe he. Sub kharcha karenge phir pay se monthly cuting ho gi. Kiya ye jaiz he ke nahi?
Q: Agar bache ne peshab kiya ho bike pe aur wo dry hojaye. Kuch din bad agar us bike pe beth jaye aur trouser geela ho aur geele trouser ke sath bike pe bethte to kiya napak hojae gi?
Q: Humbistari ke bad agar kisi cheez ko hath lag jaye to kia wo bhi napaak hojati he?