Chupke se nikaah karna
Q: Me ek larki se nikaah karna chahta hu. Hamari reshtedaar nahi maan rahe he. Hamari ma baap razi he. Agar hum chup kar nikaah kar li or bad me sab ke saamne dubara kar le to jaaiz he?
Q: Me ek larki se nikaah karna chahta hu. Hamari reshtedaar nahi maan rahe he. Hamari ma baap razi he. Agar hum chup kar nikaah kar li or bad me sab ke saamne dubara kar le to jaaiz he?
Q: Meri shaadi ko 7 saal se ziada ho gayi he. Mere shohar ne mujhe naan nafaqah ki koi kami nahi rakhi. Magar izdwaji huqooq pichly 5 saal se ada nahi kar rahe he. Shuroo me bohot ilaaj karaya. Allah Paak ne ek beta bhi diya. Ab me talaaq chahti hun.
Kiya mera talaq ka mutalba jaaiz he?
Q: Me ne ma ki qasam khayi ke cigarette chorna lekin dost ka dene se mene pi liya. To ab kiya kare?
Q: Kiya me bank se loan le sakta hu apni wife ko Dubai me rakhne ke liye kyu ke 5 saal ho gayi aur hamara koi bacha nahi he kyun ke hum waqt saath nahi guzaar sake aur bank se loan interest par hi milta he. Family life shuroo karna bhi zaroori he aur bank se loan laina haraam he. Is surat me kiya kar sakta hu?
Q: Agar hum safar me qasar namaaz nahi parh sake to uski qaza kaise ada kare aur kiya niyyat kare? Jaise ke agar zuhar ki qasar namaaz nahi parh sake to phir qaza kaisa ada kare aur niyyat kiya kare?
Q: Doran-e-ghusal agar hawa kharij hojaye to kiya ghusal ho jata he? Ya ghusal ko dobara se shuroo karna parta he?
Q:
1. Kiya shaadi k bad aurat baap ka naam hata kar shohar ka naam likh sakti he?
2. Kiya koi aisi hadith he "us aurat pe lanat ki gayi he jo shaadi ke bad baap ka naam chor kar shohar ka naam apnati he?
Q: Bache me waqfe ke liye condom istimaal karta hu aur condom se biwi ke ander nahi jata he to me bahar farigh karta hu. Bahar nikalna gunah to nahi?
Q: Agar Imaam be wudhu namaaz parhe to kiya muqtadiyo par us namaaz ko lutaana zaroori he?
Q: Meri madad kare. Mera nikaah zabardasti ghar walon ne kar diya tha lekin me raazi nahi thi. Kiya zabardasti wala nikaah jaiz hoga? Ya talaq lena lazim he?